[color=rgb(255,]UPDETE _____________ { 10 }[/color]
[color=rgb(44,]wah charon waha se bate karne ke bad apne apne ghar ke liye nikal gaye us din ke bad charon bas mokke ka intezar kar rahe the magar uneh mokka hi nahi mil raha tha haveli ki mandir se murti churane ka ek din charo ne faisala kiya ke aaj kisi bhi hal main murti churana hi hai iska ek hi karar tha jo un charon se jo murti lene wala tha wah ek videshi tha aadmi tha our wah in charon se bol diya tha kal murti nahi laye to main phir apne desh chala jaunga is liye charon ne faisala kar liya ki aaj murti churana hi hai our wah charon us din raat main haveli main pahera dene ke liye ruk gaye us din raat bhi puri tarah kali ho gayi thi our charon tarf santta chhaya hua tha us din sayad puranmansi thi is liye us din raat thi puri tarah kali lag raha tha jab charon ko laga ki haveli main sab so gaye hai to wah charon mandir ki tarf gaye our mandir se murti nikal kar charon haveli se nikal gaye our jaha videshi ruka hua tha our in charon ka intezar kar raha tha wahi gaye murti lekar ye log magar ineh pata nahi tha inko murti mandir se churate hua haveli se kisi ne dekh liya hai our inke pichhe hi aa rahi hai
mujhe yekin nahi tha tum log aaj bhi murti lekar aaoge jab in charon waha murti lekar gaye to videshi ne kaha
ab to yekin ho gaya na tumko ye murti lo our jaldi se paise do hameh jaldi haveli par jana hai unme se ek ne kaha
haa haa q nahi ye lo tumhara paise videshi ek paiso ki bag ko dete hua bola jo bag puri tarah paiso se bhari thi
thik hai ab ham chalte hai our bhi kuch chahiye to ham logo ko btana ham kar denge unme se ek bag lete hua bola our jane lage
tum sabhi ne bahut bura kiya jo kuch paison ke liye hamhara sankar bhagwan ke murti ka sauda kar rahe magar main is videshi ko murti to kya yeha ki mitti bhi nahi le jane dungi ek aawaz gunj padi us ghar main
niranjana malkin a a a ap yeha kaise aa gai jo us videsh se paise liya tha aadami bol pada wahi wah tino ke sath videsh bhi dar gaya tha nirjala ko dekh kar
mujhe sab pata chal gaya hai ye murti mandir se mere pati nahi tum log chura rahe the jo mere pati ne anjan main bachha liye mujhe to usi raat main hi pata chal gaya tha main bas intezar kar rahi thi tum loog murti ko q churana chahate ho tum sab insan ke bhesh main Saitan ho jo mandir ki murti ko bhi nahi chhoda paison ki lalch main jo mandir ki murti ko is haarami ko de rahe ho nirjala ne kaha
to us pagal ne tumko sab bata hi diya ab tum jaan hi gayi ho to isme se kuch paise tum bhi rakh lo our bhul jaao is murti ko unme se ek ne kaha
ye koi bhulne wali chij nahi hai ye mere gaon ki murti hai jisse mere gaon ke kitne log kitne hi jamane se hi puja karte hua aa rahe hai our aage bhi hamhara bachhe puja karenge main to is murti ko kabhi nahi bhul sakti huin meri baat mano tum sam murti mujhe do our phir main tum logo ko kal apni haveli me saja bahut kam dungi nirjala ne kaha
nirajala ki baat ko sun kar wah sabhi kuch der tak hasne lage wah log soch rahe the ye bas ek ladki hai our ham panch hai jo ye hamhara abhi kya hi bigad sakti hai magar uneh pata nahi tha niranjana urf nirajala ek garib ghar ki ladki thi jo har mushkilon ki samna karna use achhe se aata hai
nirajala bachpan se bahadur thi our ghar ki ek hi ladki thi is liye nirnjala ke maa baap ne nirjala ko bade hi pyar se pala tha jab nirjala kuch badi hui to nirjala apne aap se lathi chalane lagi jo apni beti ki saukh ko dekh kar nirjala ke maa baap ne nirjala ko ek gaon ke hi aadmi ke pass nirjala ko shikhne ke liye bheja karte the our nirjala jaise jaise badi hui lathi chalne main bhi mahir hoti gai is liye aaj bhi nirjala ke hanth main ek lathi tha jo nirjala sath lekar aai thi
tu hameh saja kya degi tu khud hamhara dam par jihh rahi hai teri madad to khud wah pagal pati bhi tera madad nahi kar sakta main to kahta huin tum mere sath aja phir ham sab mil kar haveli par raaj karenge phir unme se ek ne kaha jo sabhi ek sath hasne lage
mujhe to yekin bhi nahi hota tere is pet main bachha kiska hai mujhe to nahi lagata ye jo teri pet main bachha abhi hai wah us pagal ka bachha hai tu zarur uske bhai ke pass aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
wah aage kuch bolta nirajala ne shidhe lathi se war kar diya jo us badmash harami ke sar par laga our uske sar se khun bhi bahane wah chillate hua apna sar paked kar wahi baith gaya
apne sathi ki halat ko dekh kar wah sabhi nirjala ke aage badhe magar nirjala ke pass main jane ki unki himmat hi nahi ho rahi thi q ki nirjala lathi ko charon tarf se ghuma rahi thi our rah rah kar un sabhi par waar bhi kar rahi thi nirnjala ki lathi jab bhi gir rahi thi un badmaso par unki chikhe gunj jati thi kuch dar main nirjala ne akele hi un sabhi ko zameen pakadne par mazbur kar diya jab sabhi wahi zameen par chikhene lage to nirnjala ne murti utha kar jane lagi nirjala murti lekar jaise hi get par pahunchi ke bahar se kisi ne nirjala ke pet par chaku mar diya us purnmanshi ki kali raat main nirjala ki chikh hawa ke sath gunj padi nirjala ko ek pal ke liye laga uski duniya hi ujad gayi chaku nirjala ke pet par laga tha magar nirjala ne himmat nahi hari our samne jo insan ne nirjala ko chaku mara tha use dhakka dekar murti ko lekar bhag nikli nirjala us insan ne pichha kiya magar us kali raat main nirjala bhag gayi
wah kisi bhi halat main haveli nahi pahunchni chahiye andar aate hua charon ne kaha our nirjala ki pichha karte hua wah charon ne akhir kar nirjala ko pakad hi magar us waqt nirjala ke pass murti nahi thi charon ne nirjala ko pakad kar mandir ki tarf le gaye taki haveli main kuch pata na chale our us kali raat main nirjala ki sirf chikhe ji gunj rahi thi
agli subah nirjala ki lass haveli ke bahar mili jab subah main gaaon ke logon ne dekha to un sab ki dil rone laga subah hote hote haveli ke bahar pura gaon hi aa gaya our nirjala ki khun main sani lass dekh kar gaon wale to apni chhati pit pit kar ro rahe the wahi jab nirjala ke pati jab nirjala ki lass ko dekha to nirjala ko apne god main utha kar nirjala ko aawaz de raha tha wahi bimar laxmi bhi apni chhoti bahan jaisi devrni ki pass dekh kar puri tarah tut gayi thi laxmi ko rah rah kar aankhen band hone lagi thi us din pure gaon mainbhi matam chha gaya tha aaj un sabhi ki har sukh dukh main sath dene wali nirjala unke samne khun main lipti padi thi jo bhi gaon ke log nirjala ko dekha wah tadap tadap kar rone lagta tha nirjala ka wah bachha bhi is duniya main nahi aa paya tha un darindon ne badi berhami se mara tha nirjala ko
wahi do ladke to nirjala se lipat kar is tarah se ro rahe the ki lag raha tha wah dono bhi nirjala ke sath mar jainge wah dono nirajala ki khun main lipati hui jisam ko paked kar didi didi bol kar nirjala ko utha rahe the
aaj dono zinda the to nirajala ki wajah se jo uneh nirjala ke sath main kuch din bitaye yaad aa raha tha our wah dono our nirajala ke jisam ko ro ro kar nirjala ke aankhon ko khol rahe the
[color=rgb(97,]HAPPY BIRTHDAY MERI GUDIYA RANI MAMTA JI KE SATH SUMAN OUR AMAR BHI BOLNE LAGE[/color][/color]
[color=rgb(44,]mamta ji suman our amar 12 baje ki ghanti bajte niranjana ko vish karne lage magar abhi tak niranjana ko kisi ne nahi dekha tha jo niranjana ki rone se uski aankhen lal ho gayi thi jab niranjana ne mamta ji ko puri taqat se pakad kar rone lagi tab un tino ko niranjana par dhyan gaya niranjana ko rote dekh mamta ji tadap gayi our niranjana ko apni Seene se laga kar use chup karne lagi
kya hua meri bachhi ko dekho badi maa tumhare sath hi hai kuch nahi hoga bol meri pari beti kya hua niranjana ko dekh mamta ji bhi rone laga
badi maa darinda ne niranjana ji ko kaise mara hoga uneh us waqt kitna dard hua hoga badi maa us bachhe ne kya kiya tha jise un kameene aadmiyon ne us bachhe ko janam bhi nahi lene diya badi maa kya bit rahi hogi us waqt niranjana ji par badi maa unki kitni hasrat thi ek bachhe ke liye wah to abhi thik se apni jiwan bitane wali thi niranjana bol bol kar our mamta ji se lipat kar rone lagi thi
mat ro meri pari beti wah bas ek kahani hai jo mujhe teri dadi ne sunai thi mujhe nahi pata isme kitna sach hai magar mujhe yekin hai puri kahani sunne ke bad tujhe itana dukh nahi hoga mamta ji niranjana ki aankhon se aansu pochhte hua boli
badi maa mujhe puri kahani sunni hai abhi nirnjana ne rote hua hi bolne lagi
dekho rote nahi aaj to meri ye rajkumari ke liye khushi ki bat hai tu nahi janti aaj teri janam lene ki khushi main teri dadi is duniya se chali gayi uneh yekin nahi hua unke ghar ek pari ne janam liya hai dekh tujhe rote dekh tera amar bhaiya our teri suman bhabhi bhi ro rahi hai our mujhe to lag raha hai meri dhadkan hi ruk jayegi mamta ji aansu bahate hua boli
jab nirnjana ki nazer apne bhai our suman bhabhi par gai to wah dono bhi niranjana ko rote dekh kar ro rahe the badi maa dekho ab main nahi ro rahi aap amar our bhabhi ko bolo nahi rone ke liye nahi main phir se rone lag jaungi niranjana apni aansu pochh kar boli our bhag kar amar our suman ki aankhon se aansu ko pochhne lagi jo amar our suman ne niranjana ko gale laga liya
tu is ghar ki khushi hai gudiya teri wajah se ham yeha rahne ke liye aaye hai jab tu is ghar me nahi aai thi tab ham logon ko dadi dekhna bhi nahi chahti thi uneh ek ladki chahiye thi jo tu is ghar main akar is ghar ko khushiyon se bhar diya phir tujhe rote dekh kar ham logon ko kaisa lag raha hoga tu nahi janti hogi amar niranjana ko gale lagaye hua kaha
thik hai dekho ab main nahi ro rahi huin ab aap chup ho jaao niranjana amar ke aankhon se aansu phir se pochhne lagi
badi maa phir kya hua bataiye na mujhe puri kahani janni hai kuch der ke bad niranjana boli
dekho pari beta bahut raat ho gayi hai kal pura din taiyari bhi karni hai warna tere mammy papa our dono bade papa ke sath teri badi maa our bhai sab aayenge our ham sabhi ko din main sote hua dekhenge to kya kahenge uneh kal lene bhi jana hai please please meri gudiya rani main kal pakka ye kahani tujhe puri suna dungi dekho mujhe nind bhi aa rahi hai mamta ji ne kaha
thik hai badi maa magar main jab kahungi tabhi aap ko kahani sunani hogi samjh lijiye ye meri Happy Birthday gift hogi niranjana ne kaha
haa main apni pari beti ko puri kahani bhi sunaungi our apni pari beti ko bahut achhi gift bhi dungi chalo ab apni badi maa ke liye hass do mamta ji boli
tab niranjana ne thoda sha muskura diya jisse dekh kar amar suman our mamta ji ki chehare par bhi khushi aa gayi
phir amar our suman apne room main sone chale gaye our mamta ji niranjana ek sath sone room main chali gayi [/color]