Update-200(Sachin)
Govind-Haan toh Kahaan hai AP?
Rakesh-Tera Baap hai woh Baap kuttey ki mout marega tujhe woh..
Govind - Woh toh Baad ki Baat Hai and unfortunately woh dekhne k liye tu jinda nahi rahega..
Uske Baad wahaan ek goli chali.. Rakesh gaya humlog Gaadi Mein they or udhar he Jaa rahe they lekin ab koi faayda nahi tha wohlog Jaa chuke honge..
Main-Roukk le Gaadi they'll be long gone..
Chang - Yep..
Main-But jaaenge Kahaan ek kaam karo mujhe waapis ghar drop karo and tumlog inke farmhouse par najar rakho wahaan toh aana he paddega unko kyunki unke Saare documents wagairaah uss farmhouse Mein he hain toh wahaan toh jaaenge he wohlog.. Roorkee se bahaar abhi Jaa nahi shaktey wohlog toh dekh lenge kabtak bhaagenge.
Mujhe unke through unke boss takk pohanchana tha warna inn dono ko toh main literally kabhi bhi thok shakta tha..
Chang ne mujhe ghar drop kiya and woh log nikale wahaan se, ghar jaatey he main turant sogaya bc painkillers kam karne padenge bahot nind aarahi hai bhenchod nind nahi behonshi he lagaalo fuck, lekin painkiller bandh kiye toh dard Gand maardega bc. Ab meri aankh khulli subah mere mobile k bajjne se jo Principal kaa tha maine uthaya..
Prin-Hey Ankit how are you??
Main-I am ok sir bus thodi tabiyat kharaab hai.
Prin-Oh good to hear tum theek ho. Listen aaj college Mein PTM hai and Tumhaara aana bahot jaruri hai kyunki kaafi parents ki request hai ki tumse millein woh, toh tumhe aana he hoga Ankit..
Main-OK sir aajaaunga main..
Prin-Great.. 8 am it starts..
Main-I'll be a little late but I'll be there..
Prin-Sure..
Call disconnected..
Bc chala Jaata hun college Yahaan raha toh fir behonh ho jaaunga itana aalash theek nahi hai issliye main utha kapdey change karne laga. Mere sareer Mein bahot chot lagi thi but dikhne laayak nahi thi sirr Mein danda laga tha woh bhi baal set karne k Baad dikhne waala nahi tha issliye maine kapdey change kiye then painkillers liye and Gaadi leke nikala college k liye parking Mein aaya toh bc kaafi bheed thi aaj parents wagairaah kaafi aae they. Ab wahaan pohanchtey-2 mera sir Dard karne laga tha bc and chakkar bhi aarahe they painkillers ki wajah se obviously, issliye maine Akshay ko call kiya woh lawda college jarur aaya hoga, ussne phone uthaya..
Main-Kahaan hai lawde??
Akshay-College sir..
Main-Ek kaam kar main woh meeting Mein Jaa raha hun Jahaan bc pura din lagega ab tujhe karna ye hai ki harr 1 - 1.5 ghantey Mein wahaan andar mere pass aana or bolna ki mujhe bahaar koi bula raha hai tab main bolunga 2 minutes Mein aaya Iss bich tujhe ek toh kadak chaaye and 1 cigarette leke parking Mein pohanchana hai.. Karlega??
Akshay-Aapka hukmum sarr aankhon par sir.. Dont worry..
Main-Bhullne kaa nahi..
Call disconnected.. Ab main andar hall Mein gaya toh bc wahaan bahot Saare parents aaye they chud gaya pura din aaj kaa toh ab maine apna Naam dhunda and wahaan chair par Jaake baitha toh bc mere se milne bahot Saare parents aaye they. Mere aatey he silsila suru hua jo bc bahut boring tha kaisa hai mera beta, meri beti padhne Mein kaisi hai, mera beta ye hai meri beti woh bhenchod pakka diya then finally Akshay aaya mere pass same line boli ussne ki mujhe bahaar bulaaya hai uske Baad maine usko bola 2 minutes Mein aaya then woh gaya or 2 minutes baad main sabko excuse me bolke 100 ki speed se parking Mein gaya Jahaan Akshay Chaaye liye khadda tha hum dono meri Gaadi Mein baithe cigarette jalaai chaaye ki chuski Lee toh bhenchod bhayanak kadak chaaye thi dimag khull gaya ek baar toh Waah.. Finally kuch toh raahat milli..
Main-Gajab aisa ek do baar or kardey nihaal he kardega...
Akshay-Sure sir..
Main waapis andar gaya and fir meeting continue ki then ghantey bharr k baad Akshay fir aaya and main fir gaya.. Kand karke waapis aaya fresh mood k sath and then continue kiya. Third time fir aisa he hua Akshay mujhe bulaake gaya and main parking Mein gaya usase chaaye Lee he thi ki wahaan 4 bandey aaye ab mujhe laga honge koi gandu lekin woh maadarchod mujhe he ghurrne lage wahaan khaddey hoke..
Main-Yess???
Aadmi1-Remember me?? I am Sachin...
Main-Kon Sachin?? Oh neha kaa fiance... Hi usko lene aaya hai??
Sachin-Nahi tujhe kuch sikhane aaya hun..
Main - Kya?? A Akshay Jaake Neha mam ko bulaake laa toh..
Sachin-Uske piche chuppne se bachega nahi..
Akshay gaya wahaan se iska ilaaj bhi karna padega but Pehle Neha ko situation samjhaake , ye naa ho bc mujhe he ulta padd jaae ye sab..
Sachin-Tujhe kya laga tha Sachin toh chutiya hai.
Main-Nahi not at all kabhi nahi laga but aaj sure hogaya ki tu chutiya hai..
Tab Wahan Akshay k sath Neha aai..
Neha-Sachin what the hell are you doing here?? I told you it's over..
Main-Wait what?? Breakup hochuka tumhara?? What the hell..
Neha-Yeah because he is a lying scumbag who doesn't know how to treat women..
Sachin-Or you are a lying whore who sleeps with everyone behind my back..
Main-No no no no.. Stop that.. Ye Yahaan kabse tera wait kar rahi thi faithfully jabki tu abroad Mein najaane kitani ladkiyon k sath so chuka hoga and Tu isse whore bol raha hai?? Aise thodi chalega..
Sachin-Yeah she is a whore.. And ab tujhe bataunga main kya hota hai if you touch my women..
Neha-Just leave ok.. Just leave.. Or I'll call the police..
Main-Don't worry about the police Neha ye tumhe kabhi disturb nahi karega..
Ye sun ab ummein se ek bandey ne apne hathon Mein pehney knuckle dusters bhenchod ab thoda serious hona padega kyunki ye ek punch lag gaya toh haddi tutt jaaegi..
Main-Akshay meri chaaye pakkad toh.
Akshay - Hell no sir itane time Baad moukka milla hai main toh hath saaf karunga.. Mam ko dedo..
Itane Mein woh knuckle dusters waala banda aage aaya mujhe punch maarna caaha main bacha and uss cup Mein se chaaye maari uske munh k Uppar woh chilaatey hue gaya piche bikes k Uppar se niche girra or girrtey he Akshay jhapta uske Uppar ye dekh dusara banda aage aaya lekin usse aage aane he naa diya maine Pehle he di kick uske pait Mein woh wahin jukh gaya or jukhtey he maine maari laat uski taang k Uppar woh niche girra and girrtey he maara maine uske munh k Uppar bhayanak punch saale kaa thobda futt gaya ye dekh k 3rd banda toh literally Bhaag gaya wahaan se dikha he nahi bc tab Sachin darrta darrta aage aaya ussne mujhe punch maarna caaha jisse maine left hand se pakkada or right hand se diya uske munh k Uppar ek bahot he bhayanak punch woh bhenchod apne ghutano par girra tab maari maine laat uske munh k Uppar ek dum sahi jagah par saale ki naak tutt gayi hogi woh niche girr padda or girrtey he maine di uski ribs k Uppar ek or bhayanak laat saale ki ribs gayi woh chilaaya main keval ek he foot use kar raha tha dusari par pressure nahi daal raha tha agar daal deta toh uske stitches again tutt jaatey and khoon khoon hojaata bc.. Ab woh niche girra baawlon ki tarah pair maarne laga and finally ek Gaadi kaa sahara leke uthne laga ab woh apne hath bonut par rakh k uth raha tha Jahaan mujhe dikhi solid opportunity or maine Bhaag k maari usske ussi hath k bichon bich ek jordaar laat woh bhenchod kaa munh laga Gaadi k Uppar and woh Gand faad chilaatey hue niche girra Matlab uska hath tutt chukka tha ab woh second banda utha or bhaagne laga lekin bich Mein main tha..
Main-Aise kaise bhosdk leke Jaa inko..
Ye sun ussne Sachin ko uthaya Akshay ne bhi first bandey ko laal bana diya tha usko chhoda ussne..
Main-Sun be aajke Baad Neha k aas pass bhi aaya naa toh itana maardunga bc ki doctor bhi samjh naa Paaega Kahaan se jodde tereko..
Ye sun woh banda un dono ko leke 100 ki speed se bhaaga wahaan se.. Ye bhi jaruri tha bhenchod isko bahot din se chull machi thi maadarchod.. Ab mitt jaaegi..
Continued..