Update-239(Destroyed)
Woh mere saamne aaya or aatey he mujhe ek punch maarna caaha jisse Main easily bacha and then ulta diya usko ek punch munh k Uppar woh piche ko hua.. Ab actually woh londa kaafi hatta katta tha issliye power toh lagegi he.. Lekin maja aaega..
Main-Bus?? Itana he dum tha..?
Ye sun woh gusse Mein fir aage jhapta main fir bacha and abki baar fir diya ek or punch uske munh k Uppar woh bokhlaaya and mujhe laat maarni caahi ussne lekin usski laat maine dono hathon se pakkad Lee and usse khinch k niche giraaya woh smart tha girrtey he uthna caaha ussne lekin main usase kahin jyaada smart tha jaise he woh uthne laga maine maari usko bhayanak laat jo usski ribs Mein lagi and woh Jaake takraaya ek table se jo tutt gayi and woh again niche girra lekin abki baar woh or jaldi utha ab isko damage milna suru hogaya tha ribs Mein kaafi sahi lagi thi meri kick uske..
Main-Wassup..
Woh fir douda meri taraf fir pure jor se punch maarna caaha, main niche Jukh k bacha and abki baar maine niche se he maara ek punch uske pait Mein Jo usse distract karne k liye kaafi tha uske distract hotey he maine di ek laat usski jaangh k Uppar jo bahot he bhayanak lagi woh banda apne ghutano par girra or ghutano par girrtey he maine di next laat uske naak k bilkul Uppar woh bhi bahot he jorr se laat lagtey he woh piche ko sapaat lait gaya ab hua Dard usse bahot Dard saale ki naak tutt gayi and honth fatt gaya tha seconds k hissab se uska munh khoon se latpath hogaya tha.. Woh hadbadaake uthne laga lekin usase Pehle main bhaaga usski taraf and bhaagte bhaagte he next kick di again usski ribs par jo abki baar or jorr se lagi ab karhaaya woh Dard se and fir niche girra lekin abki baar woh smart khela abhi jiss dinning table se takraaya tha woh uske Uppar kuch spoons, knives wagairaah they jo abhi niche girte they toh ussne niche se ek knife uthaaya jisski wajah se mujhe rukkna padda warna ek or laat maarne Jaa raha tha main ussko ab knife leke woh khadda hua, tedha hogaya tha woh last kick k Baad. Ab chaaku leke woh or jyaada aggressive hogaya and fir mujhe maarne jhapta chaaku se waar kiyaa ussne jisase main piche hoke bacha then again waar kiya ussne main again bacha..
Main-Too bad.. Aise lega apni Baap ki mout kaa badla aise toh tere Baap ki tarah tu bhi kuttey ki mout maara jaaega..
Ladka-Apni gandi jubaan par mere Baap kaa naam mat le.
Main-Kyun bhenchod tera Baap toh jaise Nobel Prize winner Mathematician tha bhosdk killer he toh tha woh.. Or main toh chal jo hun so hun woh toh bina reason logon ko maarta tha khaane k liye bc what the fuck Khaana nahi hai kya ghar Mein?? Insaan koi khaane ki cheej hai bc kuch dhangka khaao maadarchod.. Or tum bhi Achi khaasi nokari dilwa di thi Kirti ne sab set tha lekin nahi badla lena hai leliya badla apne sath sath apni Saari family ki gand marwaadi tune saale selfish chutiye.. Badla.. Ab le naa badla..
Ye sun woh or gusse Mein aaya jo caahiye tha mujhe and again ussne chaaku se waar kiya main again bacha usase but abki baar maine uska hath pakkada and uske sath sath he laat di uske lawde par and jaise he laat lagi and usko hua Dard maine jhatke se chaaku cheen liya uske hath se..
Main - Oopss..
Ab usse pata tha woh jaaega kaam se issliye woh piche hattne laga lekin main usase bhi speed se aage badha and kiya Pehla waar jisase woh bacha lekin dusare se nahi bach paaya maine diya ussko ek cut chaati k Uppar woh chilaaya and mujhe punch maarna caaha ussne lekin bhool gaya tha chaaku hai mere pass main punch se jukh k bacha or jukhtey hue maine chaaku ghonp diya usski jaangh Mein and turant nikaala. Ab woh gand faad chilaaya.. Ye dekh uska dusara bhai aage badhne laga lekin Kirti ki gun thi un 3no k Uppar toh ussne plan cancel kiya..
Main-Badla..?? Kahaan hai badla?? Beta badla tabtak he cool lagta hai jabtak tum jeet rahe ho.. Samjhe..
Ab ussne wahaan rakha ek chota statue fainka meri taraf jo mere side se gaya.. Jiske badle maine fainka chaaku full speed se woh bhi or woh chaaku surprisingly bahot sharp tha woh seedha ghussa uske shoulder mein Jaake and bam woh fir chilaaya..Main caaahta toh uska game over bhi kar shakta tha iss throw se lekin mujhe maja puri tarah caahiye tha..
Main-Aise fainktey hain..
Main turant bhaaga or woh chaaku nikaal paata usase Pehle maine Jaake or jorr se press kardiya chaaku andar ki taraf jisase uski Gand he fatt gayi woh Dard k maare kaanp gaya and mujhe piche dhakka diya toh maine chaaku ko nikaal liya or piche ko hua ab usme kuch nahi bacha tha ab bus mere khelne kaa bacha tha woh.. Main waapis aage badha ussne again mujhe roukane kaa try kiya but maine Pehla cut toh diya usske roukane waale hath par he jisase woh fir piche hatta and abki baar maine chaaku ghonpa usski left shoulder Mein woh again chilaaya and mujhe fir dhakka diya jisase maine chaaku nikaala bahaar and woh wahaan se ek taraf girr padda.. Ab mujhe laga nahi uthega padde-2 ko he niptaana padega lekin woh niche padde-2 usski gun ki taraf badha jo fainki thi ussne.. Lekin woh gun uthaa paata usase Pehle maine maara chaaku faink k again ye chaaku bahot sharp tha chaaku laga Jaake usski ribs Mein or woh bechara fir niche girra gun takk pohanchney se pehle main pohanch gaya uss takk maine chaaku khinch k nikaala..
Kirti-We don't have much time..
Main - I am almost done..
Aunty-Please.. Pelaee.. Chhod do usko..
Main-Aunty shut the fuck up warna Tumhaare dusare bete kaa bhi yahi haal hoga jo chal raha hai chalne do.. Warna koi jinda nahi rahega badla lene k liye..
Ab ussne paddey - 2 mere pair pakkad k mujhe giraana caaha but usski body Mein itani Jaan thi nahi toh main hilla takk nahi..
Main - Nice Plan..
Ye bolke maine maarni suru ki usko laatein ek k Baad ek bahot Saari laatein jaddi maine usko suru Mein ussne rouka lekin fir roukk nahi paaya woh..
Main-Tod diya mera ghamand?? Touch bhi nahi kar paaya mujhe tu. Ghamand tere andar tha tujhe kya laga kuch logon ko behonh karke kidnap karke maarke khaa liya toh tu poweful hogaya?? Kya socha tha Sabko maar shakta hai tu?? Itana easy nahi hai beta.. Maine bola tha main dhundlunga tujhe or maardunga tujhe dusara koi option diya he nahi tha maine tereko..
Main niche baitha uske pass..
Main-Woh dekh teri family boldey good bye..
Aunty-Nahai.. Nahi Pelaee... Nahi..
Main-Uff.. Dekh be teri maa ko.. Dekh. Aakhri baar Dekhle teri family ko ghuma apni khopdi..
Uska sir dusari taraf tha or jaise he woh ghumaane laga maine chaaku usske Galle par lagaya or ek he baar Mein uska galla kaat diya uska motion bichmein he rukk gaya uski Jaan seconds k hissab se nikali uski body se.. Or woh bechara apni family ko alvida bhi nahi keh paaya.. That's sad..
Main-Too bad.. Aakhri baar bhi nahi dekh paaya..
Ab uske Baaki family waale lage rone and mujhe mila satisfaction aapaar satisfaction..
Main-Finally... And i won yet again.. I am too good at this. So cannibal family congratulations you guys are alive..
Ladki-You... Yoyooy.. You are a monster..
Main-Oh Honey Trust me "I KNOW"....
CONTINUED....