Choot k karan mera ghutna chill gaya ta dard se lag raha ta ki jaan chali jaiegi par haye re kismat karahne ki b himmat nai kar sakta ta mai ..
Wo sab mujhe khojne me lage the aur mai mitti ki oth me dubka sanse thamme letta ta..
Tabhi train durr se aati hui diki jiski raftaar dheere dheer mand par rai ti ..
Mere dimag me bas yai ek baat aayi ki beta yai tere pass apni jaan bachanne ka akhri mauka hai ...
Mai ghista huwa bahar niklaa aur langraate huwe tejj daur laga di train ki tarf ..unki b najar mujh par parr gaai..fir se wo mere pichee par gaii ..ek ne pathar uthakar feek k maara jo sidha mere kaan k pass se hotte huwe nikli .. par mujhe piche mur kar dekhne ki himmat nai ti mai bas bhagta chala ja raha ta..
Train b rukk kar khari ab start honne hi wali ti ki mai train tak kisi prakar pahuch hi gaya ...train horn ki aawaj k sath khulnne lagi ti mai uske darwaje ko pakar latak gaya.upar chadnee ki kosis hi kar raha ta ki kisi ne danda feek kar mmaara jo sidha mere hath p laga aur ek chik k sath mera hath train se chutta chala gay..aur mai wai rah gaya patri p girra parra khun se latpat..
Wo log b pass aagai mujhe p dande barasne lagee.kitnne paare wo mujhee nai malum
Bas itna yad hai mere behos hoone tak jab tak ki mere aankhe band na ho gai mujh par dande baraste rahe......
update 43
Ab aagee»»»
....................
Aankhe jab khuli toh meri najar sabse pahli meri maa par gai jo meri pass hi baithi ti..pass hi ek police walla b ta....
"Beta tu thik toh hai na..."'....maa ki aawaj kanno me pari ..abi mere kuch bolne ki hlalat nai ti..
Mai bhut kosis karnne par itna hi bol paya.."maa...."
"Dekhiye patient ko abi bolne me kafi paresani hogi abi aap log bahar jaiyee ..abi kuch bolnee par uske stitches p jor parega.."..dr ne kaha
Maine apni adhkuli palko se dekha maa mujhe dekh kar royee ja rai ti..aur apnne aanchal se apne aasu poch rai ti mere bed k pass hi..papa maa k pass hi kharee te didi meri tang k pass baithi ti..apni laal ankho se mujhe ghurre ja rai tee..jo iss baat ka praman ti ki wo kitna royi hai mere liye..
"Sir hum iska byan kab tak le sakte hai.."
Wai kharre police walle ne dr se sawal kiya..
"Dekhiye abi kam se kam 24 ghantee k baad hi ye kisi se baat kar paiyengee..tab tak toh mai yai kahunga aap sab bahar hi wait kare taki patient ko koi mentally stress na ho ue iske liye thik nai hoga.."
Fir baaki sab kamre se bahar nikal gaye bas maa aur dr hi pass te..
Fir dr. Ne mujhe koi injection di mujhe jiss se nind aati chali gaii..
Ye btata chalu ki sanju p jab attack huwa tabi waha grp ki police pahuch gaii ti jiss wajah se baki usse chor bhag gaye..turant hi usse railway k emergency yard me shift kiya gaya..
Fir local police ko information de gayee tab jakar police ne charge apne under le liya..ghar p suchna de gaii. Jiske baad sabhi hospital pahuche ..
Sanju police ki custody me liya ja chuka ta ..yaha se thik honne par usse jail me shift kiya jana ta....
Saaree mamlle ki jach chal rai ti....Police ka mannna ye b ta may be sanju ko fasanne ki kosis ki ja rai ho..mgar iss baat ka koi thos praman nai ta saree gawah aur jo sabut dikh rai te wo sanju k against ja rai tee..
Police ka shak iss baat se iss orr ja rah ta ki testis p hamla honne se jaisa ki fir me grp k ta mauke vardat p hi uske maut ho jani chahiye ti par uski maut ki wajah chot na hokar damghutna batlaya ja raha ta postmatm ki report me..
Par yai ek baat se usse bari nai kiya ja sakta ta..
.
Sanju ko uss ghtna k takriban 4 din baad ja kar hos aayi ti.... sar p gahra chot laga ta hath me aur pair me fractures b te do jagaho p...
Update 44
Ab aagee....
....................
....................
Aadhi raat me aankh khulii..sar abi b bhari ta...maa mere tang k pass hi bistar par adhleti so rai ti..
Sayad aankh lag gai ti unki..maine kamre me idhar udhar najar daurayi par maa k alawa koi najar nai aaya....
Mujhe bari teej peshab lag rai ti lag raha ta bed p hi na kar du .....uthnne ki kosis ki toh pith me tejj fard huwa jiss se ...
Mere muh se halki aah nikal gai...
Par maa sayad jaage rahne k karan thori gahri nind me ti....sala pair b niche nai rakh sakta ta ..tanga para ta mera pair..mujhse pesab bardast b nai ho rai ti lag raha ta jaisee mera pet phat jaiega..lund mera 90 fegree p khara ta ...maa ko aawaj dene ki kosis ki mgar aawaj jada nikal hi nai pa rai ti....
Aakhir wai huwa jo mai nai karna chahta ta...pesab mujhse control na huwa aur kar fiyaa mainne bochawann gilla ..maa ki aankh bed k gille pan se khul gaii....
Unhee samajhtee fer na lagi ki maine susu kar di hai..mahak bhala kaha jati....
Mai saram se maa ki traf dekh b nai pa raha ta...par maa ne mujhe data nai...
Wo uthi aur thaili me se towel nikala ...aur jakar pahle darwaja sata di..
Pahle se b mujhe tauli hi lapeta gaya ta ..maa ne wo taulli kholkar hata dii..mai saram se garra ja raha ta..maa k samne niche se nanga mai para ta lachar bebas ..maa ne tauli ka ek sirra pani me dubakar dettol se bhingoya aur mere upar k shirt ko thora upar kar taulli se hi poch kar saf karnne lagii...
"Dard kaisa hai baua..."..maa mere sarir ko saaf karte huwe puchi ..mai bollne k liye muh kholla toh bari jorr laga kar bolla tab jakar bas itnna nikla ki "kam hai maa pahlle se ...."...halaki dard toh bhut ho rai ti par maa pahli hi paresan ti....aur paresan hoti iss wajah se mainne nai bolla..
Maa ne mere lund ko b taulliya se saaf kiya poch kar
Fir dusri taulliya ko mere kamar me nicche ghussane ki kosis kar rai ti par unnse ho nai pa raha ta....
Update 47
Ab aagee
..................
..................
Mere muhh se na chahte huwe b dabane ki kosis ki kosis k bawjudd ..aaahhhh nikal gai...
Maa abi mujhe uthane k liye aage ko jhuki ti jisse unka pallu dalak gaya ta aur unki chuchiho ki ghatiya mujhe aspast dikh rai ta..par maa k chehre p sikan ti toh bas matr mere dard ki ..
Maa ne waise hi mujhe chorr sar ko sahlate huwe kaha ..."jada dard hai na ..ruko mai dekhti hu bahar koi hoga toh leti aati hu.."
Unhone tauliya se bas upar se hi mere nange sarir ko dhakdiya....aur khud apni sari ko pallu ko sahi karti hui bahar chali gaii..
Abi mera mann b asant taa dard ki wajah se nai toh maa k astan ko itnne pass se yu dekh kar mai kaise khud ko rokk pata ye mai b nai janta..
Par dard yaha mere iss marj ki dawa ti jo meri utejjna ko turant sant kar diya....
Mai kamree me leta upar pankho ko ghumta dekhe ja raha ta..."mere jivan ne b mujhe kha la kahara kiya..ab samne kuch najar aata hai toh wo hai salakhe...jo mere thik honne ka intjaar kar rai ti..."
Sayad maa ko koi bahar mill hi nai raha ta unhe bahar gaye koi 5 minute ka samai huwa hoga par ye samai b mere liye sadiya k saman jaan par rai ti.."samne table p gillas para ta ..mujhe paani k glass ko dekh bari jorr ki talab hui pani ki ..
Kosis ki kisi trah pahuch pau glass tak par pahuch nai pa raha ta
Maine jorr lagai ki glass mere hatho me aati hui chitakti hui bahar nikal gaii aur usse pakarnee ki chakar me mai ludkata huwa jamin par nichee giraa
Jidhar mai nichhe girra aur udhar ek golli mere kandhe ko chuti hui samnee diwall p ja lagi...
Mere muh se ghuti ghuti ek teej chikh nikli mai tang upar bistar p tanga ta mai adha nichhe latka para ta..
Idhar golii ki awaj se puree hospital me khalbali mach gaii...ti mujhe toh bas afra tafri ki awaj hi mill rai ti.....
Dard ki sidat itni bad gai ki mai firr se behos hota chala gaya.....tauliya jamin p girra ta mai aadha niche se nnanga latka para ta behosh..
Maa b goli ki awaj sunn dauri chali aa rai ti sath me didi aur nurse ti ..
.wo jaise hi kamree me ghusi meri halat dekh "bauaaaa......"chikti hui meri taraf lapki..
Wo mere sar ko apni godd me samet kar uthane ki kosis karne lagi ..aankho me aasu liye..didi b pass me aa lipat gaii .."bhaiiii...kya huwa aankhe khol na..."unhone mujhe kandhee ko pakar uthanne ki kosis ki toh gille pan se chauk pari....
Hath nikal kar dekha toh hathome khun laga ta...."maaa.......bhaiiiiiiiii........khunn"..sabhi ki najar didi k hath p gaii......
"Sanju.............mera beta............" ...maa chik kar wai behos ho pari...
Didi bas khuli aankho se mujhe dekti toh kabi maa ko murti si ban kar rah gai ti...aas pass kya chal raha hai unhe kuch abhas b nai ta...
Tab tak bahar se nurse ne jaldi me kuch staffs ko bulla liya ta ..unhonne pahlee mujhe dekha muhhe utha kar litya gaya..firr maa ko panni chirak kar hosh me laya gaya.....
Sanju ki maa ki jaisi hi aankh khulii..."beta ...mera beta kaha hai ...woo wo thik tohh hai na.."
Pagal si halat ho gai ti unki samnee unki beti priya aur nurse ti....
"Beti sanju kaha hai thik toh hai na wo.."....wo uthti huyi badhaws si priya ko jhakjhorti hui puch baithi..
"Madam wo thik hai ..aap khud ko sambhaliyee.."nurse ne maa ko sambhalte huwe kaha
Mgar sanju ki maa ko chain nai ta apnne kaleje k tukree ka khun dekh toh wo jaise pagal si ho gai ti...
Nurse ko b laga ki usse dur se hi sahi par dikhana hi hoga ..."dekhiyee wo thik hai bas thoraa khun bah gaya hai mai dikhlaungi par aap khud ko sambhaliye toh pahlee.."
Tabhi waha uss kamre me sanju k pita ji aur sath me bua b aa gai priya ne hi ghar p phone p batlaya ta..raat k 3 baje wo gab se dusree ki bike le aspatal ki traf daur paree. Te
Sanju ki maaa uski bua se lipat kar ro pari...."didi...mera beta ....."
Priya bechari jo dill ki bari hi masum ti kaise usnne khud ko ab tak rokk rakha ta wo hi janti ti...ek konne me khari ho apne odhni se aasuo ko pochti subak rai ti..
Akhilesh ji(sanju k pita) apni beti ki halat dekh uske karib gayee.
Akhilesh ji(sanju k pita) apni beti ki halat dekh uske karib gayee..priya jo kab se koi apne khandhe ka sahara chahti ti futt kar ro parii..."papa...ye sab meri wajah se huwa hai papa ..sab meri wajah se.."
"Chup aaise rote nai beta tu toh meri bahadur beti hai ..dekho tumhe apni maa ko sambhalna hai beta ..ab tu b royegi toh wo aur tut jayegi..."
Priya apnne papa k baho me subakti hui roti ja rai ti..
Tabhi kamre me police inspector pahucha.."maaf kijiyega akhilesh ji par kya aap thori deer k liye hamare sath aayenge..."
Akhilesh ji apni beti ko samjhate huwe..uske aansu pochte..hai..."ab rona nai thik hai na sab thik ho jaiega..maa k pass baitho mai aata hu.."
Update 48
Ab aage...........
.........................
"Dekhiye akliesh ji ye Baat toh aap achi trah jan rahe honge aur sayad samajh b gaiye honge ki koi hai jo aapke pariwar k piche ya yu kahu toh aapke bete k pichee para hai.." inspector ne akilesh ji k chehre p najar jamai huwe kaha
Akilesh ji khud ye samajh nai pa rahe te aakhir kaun hai wo saks jo aaisa karna chahta hai...
"Aap mujhe agar btayenge toh aapke aur aapke bete k liye hi acha ho do baar aapke bete ki jaan jaate jaate bachi hai..ho sakta hai agli baar hamlawar ki kismat jada achi nikal jaiye.."inspector ne apna dusra paitra badla jisse kuch bahar aaye
"Mai sach kahta hun inspector saab agar uss ghatna ko choor du toh hamare pariwar ki dushmani khas kar hamari toh kisi se v nai.." unke chehre p baal par raha ta..
"ACha thik hai par aapke bare bhai styanan ki mirtyu kaise hui ti..."inspector ne u ke bare bhai ka maut ka jikr kar diya jinhe gujre takriban 15 saal nikal chuke te..
"Ji unki mirtyu nai murder huwa ta aur uss waqt mai ghar p b nai ta ..meri maa ti aaur meri didi ti...maine pata karne ki kosis ki par kuch khas pata nai chala ..."
"Hmmmmm......iska matlab ho sakta hai kahi na kahi inn sabka sambandh uss kisse se jarur jura huwa ho..ha par aap log satark rahiyega ye ek police wale k haysiyat se nai aapk subhchintak k ruup me kah raha hu..
Inspector ne ek desi revolver akhilesh ji ki traf badhate huwe kaha "ye rakh lijiye ..aur ha ye kisi ko pata na chale ki aaisa koi hathyar maine aapko diya hai ..."..
Akhilesh ji ko samajh nai aaya ki ye police wala aakhir unke liye itna kyu kar raha hai..
"INspector sab ek swal ta mann me..." akhilesh
"Janta hu kya swal hoga yai na ki mai aapki madad kyu kar raha hu...abi ye janna jaruri nai
Bas itna hi jaan lijiye kahi na kahi mai b aap sab se jura hu ab kaise aur kinn karno se ye janna bemani hai aapk liye...acha thik hai mai chalta hu maine Security ki aur v arrangements kar diye hai..aur ha ye rakhiye mera Personal no.koi baat ho toh aap mujhe ispe itla kar dde.."
Akhilesh babu uss insan ko bas jata dekhte rah gaiye guthiya sulajhne k bajaye aur b ulajhti ja rai ti..
Unke mann me kai prasn chal rai te aakhir kaun ho sakta hai ye saks ..kabi uss raste ki orr dekhte toh kabi apne hath me uss revolver ko unhone apni dhoti me kurte k nichee wo gunn chipa li ...
Update 49
AB AAGE
.......................
.......................
Inspector apnne ghar pahucha ghar kya ta ek flat ti jo sarkar ne de rakhi ti..Inspector saab ki apni ek alag hi duniya ti .jisme unki patni maa aur good me ek dhai saal ki pari ..
Maa ji abi kuch deer pahlle hi bajar se aayi ti ..."bahu...ramesh khana kha kar nai gaya kya...khana abi b waise hi para hai.." wo fridge me sabjiya rakhte huwe boli...
"Nai mammuy ji wo toh subah jo kam aapne kaha ta wai karnne gai hai..sayad.."..neha ne jawab diya .saas ki ladli ti..
"Acha gudya ko laane b chalna hoga chalo hum hi chalte hai..."
Tabhi ramesh latrine ka gate khol bahar nikalte huwe kahta hai..."rahne de maa mai leta aaunga gudiya ko.."wo sabun se hath masalta huwa kahta hai.."
"Tu kab aaya." Ramesh ki maa kitchen me se hi puchhi
"Aree aa toh kuch deer pahlle hi gaya ta ..maa par subah se peet kharab ho gai hai ab kas k pressure lag gai toh bhaga chala aaya asptal se hi aa raha ta to"..
"Off ho aap b na kuch dhayan hi nai rakhte daba waha khirki p pari hai...."neha ne chawal side me rakhte huwe kaha..
"Aree beta pahlee iss nalayak ko khana toh de tab hi toh daba lega.. janne kab akal aayegi iss larke ko pata nai thane ka kaam kaise kar leta hai.."
"Aree maa sab ho jata hai bas ghar p aap aur neha toh ho hi khayal rakhne k liye..."
Ramesh hasta huwa kahta hai..
"Acha beta akhilesh ji se milla ta.. aur kya btaya unhone tujhe..."ramesh ki maa uske pass hi khat p baithti hui boli..aur samne thali kar di khanne ki aur khud pankha le hawa dene lagi..
Ramesh ek baar apni maa ki orr dekhta hai aur khanna apni traf karte huwe bolaa
"Maa aap iss aadmi me itna dillchaspi kyu le rai hai..aap hi kahne p mai ye sab kar raha hu..
Aap kaise janti hai uss shaks ko.."
Ek pal ko ramesh ki maa k chahre p bal para fir wo turant hi samanya ho gaii..mgar ek police waale ki aankhe jo dinn raat sabhi ko bas taulne ka hi kam karta hai uske aankho se ye baat chiipi na rahi par ussne koi pratikirya nai di
"Aree wo bas aaise hi wo tere nana ji k student rah chukke hai kafi achhe admi hai ..isliye tujhe kaha ta unki madad kar de..ab jada sawal mat kar aur chup chap se khana kha nai toh dekh le ye panka bibi k samne hi maar lagaungi.."
"Ha maa ji pitiye inhee meri traf se b do char lagaiye.."..neha hasti huwi boli
"Acha ruko btaunga tumhe raat me ...".....tabhi uski maa waha se uth kar andar apnne kamre me gaii..ramesh b utha aur kitchen ki traf badha .."aree khana toh khaiye kya huwa"neha puchi...
"Aree pani lene ja raha hu yar ..." wo waha se badha aur dabbe pav apni maa k kamre me jhaka ..
Uski maa ek lakri k sanduk kholi ti ye wai sanduk tha jisse kabhi uski maa ne kisi ko v hath tak nai lagane diya ta kabi....sanduk k pat k karan kuch aspast toh nai dikh raha ta par sayad tha kuch uski maa ki hath me jisse kuch pal nihaarne k baad unhonne wapas sanduk k hawalle kar diya..
Ramesh ne kosi s ki andar jhak kar dekh sake ki aakhir hai kya bakse me..par bakse me kya ta wo toh na dikha par maa ki nam aankhe jarur dekhi....
Unhonne sanduk ko band kiya usse taala laga kar chabi apni blouse me rakh li...
Kuch pall wo yu hi baithhe bahar khidki se bahar dekhti rahi jaise kuch yaad kar rai ho..firr apni aankho ko saaf kar uthne lagi..
Idhar ramesh teji se pichee hatta jisse darwaje k paat se takra gaya...
Update 50
Ab aage
..................
..................
Mujhe jab hosh aaya toh sab mere pass hi te dahinne hath p dressing ti maa didi ka bura hal ta bua unhe samjha bujha kar chup karane me lagi ti..
Bhut samai baad papa ko dekha ta itne dino me hi aaisa lag raha ta jaise wo budhe ho gai ho...."ab kaisa hai.."papa ne pucha
"Patient se baat mat kariye usse rest karnne de " doctor ne mujhe injection dete huwe kaha..
"Ji dr. Sab lekin wo ha na me toh jawab de sakta hai na dekhiye mere liye kuch baate jaanna jaruri hai .."papa ne laghbhag minaat karte huwe kaha
"Thik hai jo puchna ho puchiye mgar kuch huwa toh uski jimmewari hamari nai hogi.." uske baad dr. Aage challe gai..
"Beta tune dekha ta kisne goli chaliye ti tum p bas ha na me jawab de beta.."
Mai ne kosis ki bollne ki par bol nai pa raha ta..par kisi trah gardan hilla kar na me jawab diya..uss samai meri kya halat ti bata nai sakta..
Papa k aankho me b aasu aa gai te par wo sab k samne kamjor nai parna chahte te isliye uth kar pani pinne k bahane aapne aasuo ko saaf kiye..bua se ye baat na chupi ..wo papa k pass gai.."bhai himmat se kam le .."
"Kaise himaat se kam lu didi kabhi sapnne me b nai socha ta ki ye dinn b dekhna hoga mujhe. .aaj mujh par kya biit rai hai mai hi janta hu aapna pira kissse kahu mujhe sambhalne wala beta jo ki mere budhape ka sahara banta wo hi iss halat me mere samne para hai.."
"Par sambhalna to hoga na ab tu hi tut jaiega toh soch baki sab kaise...."bua ne papa ko gaale laga kar samjhaya khud b ro rai ti aur apnne choote bhai ko b samjha rai ti..
"Kasam se di wo jo koi b hai jiske karan ye sab ho raha hai mai usse jinda nai chorung a.. " achanak se papa k chehre p katorta aa gai..wo kamre se bahar challe gai .
"Beta jao tum maa ko lekar kuch nasta ghar se leti aana "bua ne didi ko samjhate huwe kaha..
"Nai mai baua k pass hi rahungi ."didi subkte huwe boli...
"Dekho beta jidd nai karte maa ki halat dekhi hai na tumne wo kaisi ho gai hai..chal tu toh samajhdaar hai aur mai hu na yaha ..papa ko sath lekar maa k sath ja..."bua
Aakhir kisi trah bua ne didi ko maa ko samjha bujha kar ghar bheja ab bas bua hi mere pass rah gaii....
"Kyu re sabko sataane me rullane me bhut acha lagta hai na ek thapar kya
Maar diya aa gaya yaha asptal me stane k liye hamme.."bua mere bagal me baithi mere baalo me hath ferti hui rundhe gaale se bol rai ti..
"Itna hi hak diya hai na tune mujhko "..ye bua k mann darpan ta jo sab k na honne par mere samnee unhoone kholl kar rakh diya
To be continued....
Update 51
Ab aage
.....................
.............
Isi trah kuch aur dinn nikal gai iss bich inspector jo the unka hamare ghar aana jana badh gaya ta jo ki mujhe bua ya fir maa didi se pata chalta raha..
Wo kyu hamme itni dilchaspi dikha rahe te ye na hame samajh aa raha ta na hi hamare ghar walo ko
Ab mai pahle se kafi had tak behtar ho chuka ta..
Fir wo din b aagaya jiss din mujhe hospital se jail le jaya jane wala ta...
Mai bhut dukhi ta bhagwan se yai kah raha ta ki isse acha toh bimar hi ta kamse kam mere apne mere pass to the..par upar wale k samne kiski chalti hai jo usnemere kismat me likha ta wo toh mujhe hi aur mere paribar ko jhelna ta..
Asptal k bahar sarkari gari aa chuki ti ...
Maa mere bagl me aur baki sab b te mai bistar p baitha ta..
"Nai mai apne bete ko nai lejane dungi..."maa roti hui boli
Papa maa ko dilaasa dete huwe bolee "mai hu na sab thik ho jaiega tum tut jaogi toh mai b himaat kho dunga bail k liye arji di hai na bas kuch dinno ki baat hai.."
"Wo sab mai nai janti..." wo roti rahi..
Papa bua ki traf katar najro se dekh rai te jaise kahna chahte ho"didi mai kya karu ab mujhse nai sambhala ja rha ye sab.."
Bua jo ab tak did ko sambhale ti maa k pass gaii..
Didi bua k jaate hi mujhse lipat kar ro pari..
"Dekho priya kaise ro rai hai tumhe dekh kar usse kaun sambhalega tum agar yu hi karti rahogi to.."
"Didi ....mai apne laal ko kaise janne du jo mujhse kabi duur nai huwa.."bua unhe galle se laga kar santawna deti hui boli..
"Ye dukh ki ghariya hai pagli harr raat k baad savera hota hai bhai ne arji di hai na sab thik ho jaiega ...deko sanju ko himaat ki jarurat hai iss trah wo aur kamjor par jaiega kya tu yai chahti hai bata.."
Maa kuch nai boli bas subakti rahi ...
Tabhi inspector sab kamre me aaye aur pita ji ko ishara diya ki mujhe le jane k liye team aa rai hai..
Inspector sab pita ji ko mukh khara dekh khud maa ki traf aage badhee..
"Maa ji.."
Maa bas unki traf dekhi..
"Sanju ki jimmedari mai leta hu..aapko maa kaha hai toh ye mera bhai huwa na..isse kuch b nai honne dunga bharosa rakhiye.."
Maa meri traf aai aur mujhse lipat kar ro pari..
"Maa mujhe kuch nai hoga mai jald hi aa jaunga apna khayal rakhiye ga chaliye sir .."maa ko side karte hue mai inspector sab k sath aage badha ..
Maa mere piche lapki bua aur didi ne maa ko pakar liya..
Mai aage badhta gaya kyuki ye drishya dekh paane ka sahas mujhme na ta..
"Mujhe choriye mujhe apne sanju k jaane dijiye ..." ye aakhri sabd the maa k jo mere kaano me pari..
Bhut samai se khud k aasu roke ta mai b unse durr ja kar mere aankhe chalak aai..
"Ghabra mat bhai sab sahi kar dunga mai himaat se kam lo.."Inspector sab ne mujhe dillasa diya..
Van me baith kar maine antim bar piche mur kar dekha ..asptal k bahar babu ji nishaye se khare te majbur apni aankho k aansuo ko apne gamche se poch rai te ..
Maine wai baithe hath jor kar pita ji ko pranam kiya...
Van ka gate band hone laga tabhi asptal k darwajee p maa daurti hui aati dekhi..unke pichee bua aur didi..
Babu ji ne maa ko pakar seene se laga liya wo chatpati rah gai chtnee k liye ..yai wo antim drishya ta jo mai dekh saka
Van ka darwaja band huwa aur gari khul gai.....aur nikal para mai ek nai safar k aagaj p
Jaha kya hoga mujhe nai pata.....
Update 52
Ab aage
...................
...................
Tan ta n tan
Jail ka ghanta baja...
Sabhi uth kar jaane lagee ..mai wai baitha ta ..bas sab ko hhur raha ta ...
"Ooo bhai jara side deha ho..."..ek larke na mujhe kaha ..
"Ji.."..mai side ho gaya..
Larka palat kar mujhe dekhne laga .."ka ho bhai nai ho ka.."
"Ji"
"Tabhi kahu sasura kaun hamko itna ijaat diya.."
"Are topchi chalega na ka re.." usse dusree larke ne kaha mai bas unb dono ko dekhe ja raha ta ek jaha sarir se thora tagra ta toh ek mariyal sa jisse maine side di ti ..
"Aree chalenge kahe na re sala bhuke thori marne ka hai oo bhai bhai aaja tu b sath chal le "
Mujhe kuch samajh na aaya mai gumsum sa wai baitha ta..
"Aaja bhai aaja bhuk hartal nai karte warna koi puchega b nai yaha.."..topchi ne mujhe uthate huwe kaha ..gale me gamcha aur sarir p bas lungi..aur ek baniyan bal aaise bada rake te jaise sharaukh khan ka fan ho..
Ham uske sath hi ho liye lambi line lagi ti sabi apna khana le lekar side hote ja rahe te ham b katar ka hissa ho liye ..
Dheere dheere sab aage badhte gai maine b thali hath me le li ..
Maine thali aage badhaya ki ....
"Chal side ho..."ek ache kad katti ka adher tha ..
"Bhai sab mai toh line se hi aaya hu mera no. Hai .."..mera itna khana tha ki saale ne kas k mere sar p thali de maari aur ek laat peet me v jar diya..
"Bhenchod janta nai mere ko yai maar daalunga.." sari line me khalbali mach gai...idhar udhar afra tafri machi ti..
Mera toh sar bhanna gaya sala kuch samajhne ka mauka hi nai diya ta kaminne ne..ek toh abi abi asptal se yaha aaya ta puri trah sahi b nai huwa ta..
Mai pet pakar kar uth hi raha ta ki sale ne fir se dhawa boll diya
Colur pakar kar uthate huwe ..."rocky nam hai mera rocky dada yaad rakhna ..aage se..".
Tab tak ek teej chikh watavaran me gunj gai...."aaaaahhhhhhhhhhhhhh"
Huwa yu ki meera sar b bhanna gaya ta..upar se usne maa bahan ki gaali de di sala baap ne aaj tak mujhe gaali dii hi nai aur ye mujhe gaali se baat kar raha ta..maine ek bharpur laat uske dono tang k bich de di wo wai apna pakar k baith kar lootne laga ..
Par tab tak saale k chamche aa gai aur gheer liya mujhe ..ab yaha ek hota toh kuch sambhalta b mgar itno ko kaise sambhalu par jab khun khaulla hiwa ho toh samne kitnne b. Aa jaiye marne marne se kaun piche hatta hai..
Ab jah wo mujhe marr rahe te maine b bas ek ko pakar liya aur usi k naak p ghusse barsaane laga ..
Naak foor di uski maar k lekin saalo ne mujhe b foor diya..ta mai wai jamin p para maar kha raha ta aur saale ko daboche ta ki ...
"Oyeee hat aaaee larke side ho "......kisi ne mujhe piche se color se pajr kar uthaya mai uspe mukka chala hi diya ta ki ...aaain waqt p rokna par gaya...
"Sanju choote tu......"...samne sujay bhaiya te ...
"Bhaiya...aap."
Ye mere mmanjhli bua k larke te choote walle 10 murder kar chuke te inki kahani b ajib hai wo fir kabi ..
Tabhi piche wala mere taraf lapka marne ko ..maine toh dekha hi nai ..par bhaiya ne mujhe khich kar ek traf kiya aur uske peet me jabardast ek laat de maari..
"Sale samajh me nai aaya maine kya kaha yai jinda gaar dunga jaan le ye mera chota bhai hai khayal rahe ispe hath uthaya toh mere se panga lene k liye tayar ho jana .."
Sab sant bhaiya ko muh faare dekh rai te ..koi kuch nai bolla
Tabhi rocky dada aa gaya ..
"Dekh sujay mere pachre me mat par...."...tabhi bhaiya nne bichme hi hath utha kar uski aankho me ghurr kar kaha ..
"Sayad tunne sunna nai ye mera bhai hai...aage tu khud hi samajhdaar hai...chaal choote...."ham jaane lage ..
"Isnne mujhpe laat chalai hai...."..
Mera para chad gaya ..palat kar mai aage badha" sukar mana ki abi laat hi chalai hai..agar hath utata na toh jiss muh se tunne gaali baki hai na muh toor kar rakh deta..."
"Teri toh wo daur kar meri traf aage badha ..."
"Tabhi bhaiya bich me aa gaye..."beta soch le ..aur thand rakh nai toh thanda kar dunga..."...
"Tu karega mujhe thanda ...saale mujhe.."
Uska itna kahna tha ki bhaiya ne kass kar uske gaal p ek tamacha khich diy