• Hello Friends You can Register on the Forum and by posting you can earn money too.

Incest M@i toh th@ ariyal tattoo...

update 234
ab aagee
..........................................
Aaradhya geeta k sath hi naha li ......

Jab aaradhya ne ramjih k laue huwe choli aur ghagra pahnI toh sab awak rah gai...darasal baat ye ti ghagra ghutne tak aati ti..aur choli ka gaalla jan much kar itna bara silwaya gaya ta uske stan chipe kam dikhe jada..

Choli ka kasav kuch iss kadhar chati p jada ta ki uske stan upar ki traf ubhar kar aadhe se jada nange te..

Koi b aaradhya ko iss rupe dekh kar ** hi karna chahega aaisa manjar ta..

"Ye kapree kaha se liye beti.."geeta aakhir puch hi baithi..

"Vahi harami laya hai chachi..diya hai naha kar yai pahnu..mai..mere pass paise kaha rahte hai jo kapree lungi.."
Vo ghagree ka nara bandhti boli..

"Beti di ko apne kapre do ..."geeta priya ko boli..

Priya andar jane hi lagi ti ki ...
"Priya beti rahne de..."dadi ne mna koya....

Geeta ko kuch b samajh na aaya aakhir dadi aaisa kyu kah rai hai.

"Maa ji ye aap kya kah rai hai..dekh rai hai kaisa kapra hai ye..isme chip kam dikh jada raha hai.."

"Maa ji sahi kah rai hai geeta ..abhi agar aaradhya dusree kapree pahnegi toh kai sawal khare ho jaienge..unhe sak ho jaiega ye kaha se aa rai hai.."
Kavita ne dadi ki baat ka samarthan kiya..
"Par di dekhiye toh sahi kaisa bedhanga hai ye.."geeta ka man nai man raha ta...

"Rahne dijiye chachi dadi aur cchachi sahi kah rai hai..aur vaise b aaaj tak usi k diye kapree toh pahnti aayi hu ab toh aadat si par gai hai in kapro ki.."aaradhya ki fikki muskan bahut kuch uske dard ko bya kar rai te..

Geeta kuch na bol pai..par priya ne apna dupatta aardhya k galle me dal diya ..
"Ye toh rakh hi sakti hai di.."aaradhya ka mann gad gad ho gaya bahan ka ye sneh pa kar..

Par samai kafi ho chala ta..toh aaradhya ko ab nikalna b ta..

"Chachi mujhe ab jana hoga..kafi deer ho gai hai.."..sab b jante te rokna chahe to b abi mumkin nai

"Sanju kab tak aayega chachi kuch ..pata hai.."

"Abhi nai pata kuch beti ..mobile band hai uska.."..aaradhya ko aakhri aas b dhumill parti najar aa rahi ti aankhe chalchala aaye...

"Dadi ne aaradhya ko galle se laga dadhas diya.."himmat se kam lo beta ..."

"Bara muskil hai dadi ...kaise mai kar paungi..ye sab.."

"Kya kahe beta..."dadi

"Thik hai dadi chalti hu..."
Aaradhya darwaje k traf badhi...achanak se tej hawaye bahne lagii..sab samajh gai ki aaisa kyu ho raha hai..na samjhi toh bas aaradhya jo abhi b aasu pochte badhi chali ja rai ti..

"Apni maa se nai millogi beti.."aaradhya k badhte kadam tham gai..

Kanno p yakin nai huwa palat kar dekhti hai toh uski maa samnee aankho me aasu liye khari ti..unhone baho ko failla kar beti ko apni orr bulaya..

Aaradhya daur kar maa se ja lipti...dono maa beti ek dusree se liptee apnne dill ka dard aasuo k sahare halka kar lena chahte tee..iss ghari ka kitne saal tak dono ne bechaini me intjaar kiya ta..

"Chup chup ho ja meri bachi rotee nai..mai hu na .."
"Maa aap ko toh sab pata ta na fir kyu nai aai mujhse milne...kabhi aapka man nai kiya mujhe galle lagane ka..kitna tarpi hu mai aapke liye.."
Aaradhyak dill ka dard nikal para..
"Mere liye b ye bhut muskil ta beta mai kitna tarpi hu ye mai hi janti hu..mere toh dono jahan bas tu hi hai..chup rote nai.."

"Kaise chup Rahu maa kaise ..kaise karungi mai vo sab apni hi maa k khilaf aap toh rok sakti hai na fir rokti kyu nnai...l"

"Agar rok sakti toh kabka rok leti pagli ..par kaise karu mai apnne beti k jan ki dushman kaise ban jau ..bol beta.."

"Par kaise karungi maa ..aap mujhe mar daliye par ye mai nai kar paungi...maa nai kar paungi.."

Unhone aaradhya ko alag kar uske aasu pochee.."aaisa kuch b nai hoga beta apnne bhai p bharosa rakho..vo aaisa nai honne dega ..bas tum khud ko sambhalo..."

"Maa sab kuch thik ho jaiega na..."
"Ha beta...khud ko sant rakho dhiraj se kam lo muskilo se ghbrate nai uska samna karte hai...jaise tera bhai aaj kar raha hai vaise tmhe b karna hai ..ab sant ho kar jaooo...."
Aaradhya ka mann maa se milkar bhut had tak sant huwa...
Firr maa aur baki sab se bida le vo vaha se chal
 
"Thik hai dadi chalti hu..."
Aaradhya darwaje k traf badhi...achanak se tej hawaye bahne lagii..sab samajh gai ki aaisa kyu ho raha hai..na samjhi toh bas aaradhya jo abhi b aasu pochte badhi chali ja rai ti..

"Apni maa se nai millogi beti.."aaradhya k badhte kadam tham gai..

Kanno p yakin nai huwa palat kar dekhti hai toh uski maa samnee aankho me aasu liye khari ti..unhone baho ko failla kar beti ko apni orr bulaya..

Aaradhya daur kar maa se ja lipti...dono maa beti ek dusree se liptee apnne dill ka dard aasuo k sahare halka kar lena chahte tee..iss ghari ka kitne saal tak dono ne bechaini me intjaar kiya ta..

"Chup chup ho ja meri bachi rotee nai..mai hu na .."
"Maa aap ko toh sab pata ta na fir kyu nai aai mujhse milne...kabhi aapka man nai kiya mujhe galle lagane ka..kitna tarpi hu mai aapke liye.."
Aaradhyak dill ka dard nikal para..
"Mere liye b ye bhut muskil ta beta mai kitna tarpi hu ye mai hi janti hu..mere toh dono jahan bas tu hi hai..chup rote nai.."

"Kaise chup Rahu maa kaise ..kaise karungi mai vo sab apni hi maa k khilaf aap toh rok sakti hai na fir rokti kyu nnai...l"

"Agar rok sakti toh kabka rok leti pagli ..par kaise karu mai apnne beti k jan ki dushman kaise ban jau ..bol beta.."

"Par kaise karungi maa ..aap mujhe mar daliye par ye mai nai kar paungi...maa nai kar paungi.."

Unhone aaradhya ko alag kar uske aasu pochee.."aaisa kuch b nai hoga beta apnne bhai p bharosa rakho..vo aaisa nai honne dega ..bas tum khud ko sambhalo..."

"Maa sab kuch thik ho jaiega na..."
"Ha beta...khud ko sant rakho dhiraj se kam lo muskilo se ghbrate nai uska samna karte hai...jaise tera bhai aaj kar raha hai vaise tmhe b karna hai ..ab sant ho kar jaooo...."
Aaradhya ka mann maa se milkar bhut had tak sant huwa...
Firr maa aur baki sab se bida le vo vaha se chal di apnne karmpath ki or aur udhar sanju pahuch chuka ta bhabhi k sath apnne karm path p agnipath p.....

To be CONTINUED.....
 
update 235
ab aagee

.......................................
Ham teji se pata nai kaha ja rai the bhabhi bas drive kiye ja ..rai ti..
"Bhabhi agar ham samai p nai pahuch sake..toh.."...vo pata nai kiss soch me dubi ti..
Bhabhi..."mere dubara kahne p unka dhayan tuta..

"Kuch kaha tmne sanju.."vo raste p nigah daalti hui boli..

"Bhabhi kya soch rai ti.."par vo bas muskura bhar di..
"Mai kya soch rai ti ye choro tm bolo kuch kah raii te.."

"Agar ham samai par ghar na pahuch sake toh.."
"Baat toh tmhari sahi hai par yaha toh sab halat p nirbhar karega na kya kar sakti hu mai.."
Unka chehra b gambhir ta sahi baat ti aakhir iss halat me kiya b kya ja sakta ta..

"Aur kitna waqt lagega ..".meri bechaini badhti ja raii ti..
"30 min.aur.."
Laghbhag 1 baj chuke te..har gujarte waqt k sath meri bechaini badhti ja raii ti..isliye nai ki mai dar raha ta par isliye ki agar samai p na pahuch saka tab kya hoga
.
"Bhabhi bich bich me mere chehre k pal prati pal ubharte bhav ko dekhti aur fir drive karti..

Unhone phone nikal kar ek jagah kaha lagai vo nai pata.."hello mai cbi ig rima chaturvedi bol rai hu.."

Call jail me kiya gaya ta..
"Ji kahiye..."
"Kya aap meri baat jailer sab se karva sakte hai .."
"Madam ye toh abhi possible nai hoga ..vo abhi high court gaye hai.."
"Dekhiye it's urgent..."
K madam pls hold the line..

Kuch samai k bad phone p jailer sab te..

Lhello madam kaise yad kiya.."
Sir mujhe aapki favour ki avasakta ti.."
"Ha ha jarur kahiye.."
"Aapke jail me sujay singh nam k ek kaidi hai .."

"Ha hai toh..par baat kya hai.."
"Sir actually he is a cop infact under cover agent of cbi..aap usse aaj k liye release kar sakte hai..."

"Dekhiye madam ho sakta hai aapki baat sahi ho ya fir sahi hai par mere pass aaisi koi information nai toh jab tak mujhe order nai milte mai aapki koi help nai kar paunga.."

"Thik hai sir mai kosis karti hu ki order mill jaiye then I will call u back.."

Fir bhabhi ne kahi aur laga kar baat ki..

Kuch samai baad unhe vapas call aaye ki kam ho gaya hai..

"Tum vo orders jailer sir ko do.."
"Fir bhabhi ne vapas call jailer sir ko lagaya.."

"Sir kuch deer me aapko order mill jaienge aap apne record me show kariyega ki usse treatment k liye hospital me shift kiya gaya hai.."

"K madam ..kam ho jaiega.."

"Sir ye kam abhi karrna hai..kyuki usse urgently kahi k liye nikalna hoga "

"Thik hai madam mai ye kam apne risk p kar raha hu par jald mujhe orders ki copy mill jani chahiye.."
Lk sir nd tqx a lot for ur cooperation."

"Ur welcome.."

Fir ham chalte rahe ek building k parking me bhabhi ne car park ki jo under construction ti..firr sara saman mujhe aur khud pakraya aur building k top p ham aa gaiye..

Tabhi bhabhi ka phone baja no. Dekh bhabhi k chehre p muskan laut aayi..

"Hwllo sujay.."
"Miss u jan .."
"Miss u too acha tmhe abhi apne nani k yaha nikalna hai.."
Kyu kya baat ho gai.."
Bhabhi unhe sari baat batlati chali gai..l

"Thik hai mai nikalta hu ..sunno apna aur mere bhai ka khayal rakhna.."

"Fikr mat karo khud se jada sambhal kar rakhungi.."

"Meri jaan b salamat rahni chahiye.."
"Thik hai baba acha chalo ab niklo .."

"Aree itni b kya jaldi hai ek gd luck vali papi toh de do.."

Officer mind ur language...is this the way to talk to ur seniors.."

"Sorry mudam ..."
"Acha suno muuuuuuuuahhh.."bhabhi ne haste huwe phone p kiss diya..

"Ahhh kaleje ko thandak pai gai..acha madam ji mai chala aapki duty bajane ..sala kya kismat paii hai ghar me b gulami karo aur duty p b "
"Acha ab nautanky nai niklo..."
"Jata hu baba kya thora romance b nai karne deti khadus "

Bhabhi haste huwe call cut kar di..
Bhaiya se baat karke unka chehra khill utha ta..

Bahbhi mujhe dekhi jo mai unhe hi dekhe ja raha ta kitna pyar ta inn dono me..

"Ho gai tmhari problem solve.."

Mai bas sir hilla bhar diya..
Bhabhi lagi sab chij ko adjust karne...
To be CONTINUED......
 
update 236
ab aagee
..........................................

Bhabhi ne mujhe jacket diya aur khud pahan li..

Firr samne building ki traf unhonee teer type k anchor se nisana lagaya vo sidha dandanata huwa rase ko lekar apne nishane p ja atka..bhabhi ne khich kar usse iss traf pipe me tightly bandh diya...

Vo apnee kandhe p bag tangti boli "kyu devar ji dar toh nai lag raha.."

"Thora thora .."
"Ham sahi baat hai jinda rahna hai toh thora dar lagna hi chahiyee...toh chalee.."
Maine ha me sar hilla di..
"Apna hath aage karo.."
Maine aage badha diya ..bhabhi ne mere ek hath me hathkari laga di..

"Ye kya kar rai hai bhabhi hathkari kyu pahna rai hai mujhe.."
"Ghabrao mat bas ye tumhare safety k liye hai..neeche dekho kitni height hai agar bich me hath se tmhare agar belt chuta toh ticket kat jaiegi samajh aaya kuch ..ab dhyan se suno pahle mai jaungi fir tm aana ghabrana nai.."bhabhi ne mera dusra hath rase k upar karte hui hathkari ko lock kar di..

"Par aap kaise jaiengi bhabhi "

"Meri tention mat lo mai pahle b ye kar chuki hun "unhone mere kan me bluetooth aur speaker laga on kar di..
"Mere kahne p aana hai tumhe.."unhone hath me gloves daale aur apni belt ko rase me fasaya aur chalang laga di vo hawa mejhulti teji se uss building ki traf badhti gai..
Aur bari safai se chalang laga kar chat p utar gai..

Mai railing p chada neeche dekha toh pasinne chut gaiye..chiti ki trah dikh raha ta sab..
"Neeche mat dekho.."kanno me awaj pari toh dekha bhabhi uss traf se mujhe dekh rai ti..

"Mai kudnne ki tayari me ta.."ek min. Ruko mai check kar lu..bhabhi seedhiyo k pass gai pata nai kya dekha "hmm chalo aankh band karo aur chalang lagao..."
Sala chalang lagane ko toh laga gaya par dar k maare lag raha ta pant me susu na ho jaiye paka bhabhi ki trah gaya hota toh mai beech me hi rah jata..

Kuch min.me hi uss traf ta..
Bhabhi ne mujhe pakar upar khicha .."aankh kholo pahuch gai ho.."

Mai passene se pura jaise bhing sa gaya ta..

Bhabhi meri halat p muskura rai ti hathkari kholla ..

Kallai ka toh kabara ho gaya ta mera

"Ab challe ..maine bhabhi se kaha
"Kuch jada jaldi hai uppar jana hai kya"bhabhi ne apna bag kholla aur ek ghari mere hath me lagai aur ek apnne hath me..

"Ye tmhe naksa aur dushman ki location batata rahega ..red signal yani dusman pass hai.."

Gun meri traf pakraya aur bomb aur handgranades .."ye tum sambhalo aur ha use bas tmhe emergency me karni hai aur gun tmhari safety k liye koi jaldbaji nai samajh gai na.."

Maine mundi ha me hilla di agyakari sisya ki trah..

"Mai aage chalungi tm mere piche najar rakhogee samajh gai.."
"Ha bhabhi.."
"Ruko ab agla kaam karna hai..ye lo ye sab ka time 15 min p set karna hai ..aur jaha se v gujro bomb lagate chalna .."
Firr turant unhone officer ko line p liya .."sab tayar hai.."

"Yes madam .."
"Thik hai toh jaldi system ko hack karo..aur lights cut...."

To be CONTINUED....
 
update 237
ab aagee

............................................
Ye building bis manjilla ti aur ham abi uske chat p tee..

Sidhi k pass ki grill me tala laga ta jisse bhabhi ne apni baalo k pinn se khola..ham dabe pab neeche utarne lagee..

"Unki possition kya hai.."bhabhi ne dirre se fusfusaya ..
Vo laghbhag har ek talle p hai..par aapko jana dase be manjille p hai vaha char security guards hai nd aur vo aurat hai kamree me..sath me koi ek admi hai uskee.."ham dono ko Bluetooth p aawaj sunai de rai ti..

Hamm..vaha tak pahuchne ka koi aur rasta...."bhabhi ne pucha ..
No madam.."
"Bas sidhi hi hai jiske jariye aap ja sakti hai.."

"Thik hai koi khidki ..."

"Ha madam ek dai traf hogi.."
"K .."

Sanju rassi k jariye khidki tak ja sakte ho..ye jada safe rahega.."
Mujhe toh uchai dekh kar hi ghighi bandh gai..ti ...darte darte ha me sar hillaya..

Tum sidhI ka raste jao mai rassi rassis kamree me pahuchti hu unhone rassi ko neeche bandh kar latkaya ..

"Dhayan se sanju khatra bhut hai ...agar tum iss trah ja patee toh tumhe iss traf se jana chahiye ta.."

"Madam aapke pass bas 15 min . Ka samai hai jaldi kariyee..."

Bhabhi ne apni ghari aur meri ghari ko 10 min. K alarm p set kiya aur kuch handgranedes apnne sath lekar utar chali ..

Mai khara unhe utarta dekh raha ta.."khare mujhe mat dekho ..samai nai jaldi vaha tak pahucho
Bomb lagate jana.."

Mai jaise hosh me aaya ..gun ko majbuti se tham neeche utar raha ta ..mera pura dhyan aas pass dekhne me laga ta ..mai red signal ko dekh b nai paya ...

Khatree ka abhas tab huwa jab piche se kanpatti p gun sat gai.."hath upar..chal.."

Dill ki dhadkan badh gai...mai chup chap hath upar kar diya..usne mere hatho se gun le mujhe jamin p lita diya ..

Wo wireless p sampark jorr kar dusree ko bolla .."upar aao.."

Baat karte samai b uske hath me pistol ti..socha marna toh vaise b hai isse acha hai kosis ki jaiye..mai teji se palta aur uske gardan n p ek laat mari ..uske hath se pistol chut gai..vo girte huwe b meri traf fire kar diya..vo toh acha ta maine samai rahte
Ek traf ko chalang laga gaya ..meri hath me meri silencer vali pistol aayi aur maine usi jhok me fisalta huwa uski khopri ura di...

Lash ko side karne ka waqt nai ta ..inn sab mee ..5min. Nikal gaya..
Ab bache te 5 min..

Main seedhi se jaldi se utarne laga tabhi neeche se do guards aate najar aaye samai toh tha ni maine seedhi k upar se hi uspe chalang laga di..
Main seedha uske kandhe p usse liye neche girra ....gun toh mere hatho me pahle se hi ti uske mathe ko khol diya girte k sath hi main gulati marte huwe aage vale k pet me kas k mara ..jisse vo b neeche girra tab tak mai uske mathe p gun tan chala di..

Mai 15 floor tak aa chuka ta..maine jhat vaha par bomb laga kar seedhiya fanta huwa neeche ki traf badha ..

Fire ki awaj sunn kar neeche se 8 se 10 guards strakta k sath upar aa rahe te.....

Mai har bar me thik unke samnee tabhi goliya ka badh sa mere orr badha ..golliya ki thartharat se building gunj uthi.....
Ek goli toh mere kann k pass se nikli..
Mai turant ek traf jhuk gaya..

Itne admiyo se akella nipat pana mere bas se bahar ki baat ti..
Maine bag me se jhat ek bomb ki pin nikalte huwe unki traf feka aur sath hi sath ek taraf chalang lagai taki bomb ki chapet me na aayu...

Ek tejj visfot hui..aur sabke chitre urr gai..

Abhi ek talla aur par karna ta par guards ab sachet te..

Maine vaha b bomb fit ki aur teji se fanta huwa aage badha ....

Mai ab 10 vi manjil p ta..jaha mujhe aana ta..mai gun hath me thame badh hi raha ta ki fatak se darwaj khulla aur jor ki naak p lagi ..kuch pal k liye toh aankh k samne andhera cha gaya ....jab tak sambhalta uski boot ki bhar pur thokar mere pett p lagi ...mai vahi dohara ho gaya vo vo pistol chalane hi vala ta ki maine uske goote p lat se kas k mara ..vo chit huwa toh uske upar fire jhok di....itne me kissine mere gardan ko bari taeji se jakar liya ..mai chatpata huwa uske hath churra raha ta dimag kam hi nai kar raha ta mere hath me gun b hai ..
 
update 238
ab aageee
..................................

Aaradhya ghar se vapas laut aayi.....

Sare saman baba k nirakshan me vyavasthit Kiye ja rai tee..
Baba ne aaradhya ko akele me lete gaye.."beta kuch pata laga vo sanju ka ...kuch khabar.."

"Nai baba.."
Baba ek thandi aah bharkar rah gayee..
"Baba maa se milli mai.."aankhe chalchalla aayi aaradhya ki..
Baba ne sinne se laga liya aaradhya ko..

"Beta mere sath jo hona hai ho jane de tu ja chali ja yaha se isse pahle ki tera ye baba firr se vachan me bandh jaye.."
"Nai baba mai aapko chor k akela nai ja sakti ..maa ki b yai marji hai..."

"Beta vo mamta me majbur hai.....kaltak tu nai janti ti ki tu jo karne ja rai hai vo kaunn..hai par ab tere liyee ye bhut muskil hoga abi b waqt hai man ja.."

"Nai baba aap ko chor kar kaise chali jau par aaj pahli baar ye duva rahegi bhagwan se ki mai asafal rahuu..."

"Aree baba kaha rah ggaii..chaliyee sam honne ko aayi hai.."
Ramjih ki awaj aayi..
Idhar sujay kuch deer pahle hi gab pahucha sam k 6 baj chuke te...sabse pahlle vo ghar ja kar sabse milla par na usne btaya ki vo kyu aaya hai..na ghar vallo ne hi kuch btaya..

Sujay b baat ko parde me rakhna hI uchit jana..vo ghar se. gav me ghumne ka bahana kar ramjih k ghar ja pahucha..

"Aree ooo chotka nana ....marde kenne ha ho....."sujay ko sab awara crimnal k ruup me hi jante ..te..jisse ghar parivar se koi lena dena nai..

Image ki jaan much kar aaisi band baja rakhi ti sujay ne ki kaho hi mat..
Aalam ye ta uske rahte bacho ko b koi akella na chore ..nai toh bacho ko fusla kar chunna lagane me khub mahir..

Yaha tak ki sanju tak ko nai chora ta sujay ne..usse ek baar bahla kar kaha lao ye purana mobile nai mobile bas turant la dete hai..

Par vo mobile lekar nikla tab firr kahe ko darshan b dene jaye..

To be CONTINUED
 
Khicha tani me ghorra apnee aap dab gai aur goli mere naak k thik pass se hothi hui uske baju me ja lagi ..uski pakar mujh p thori dheli hui toh maine usse baalo se khichkar aage kiya ..aur uske pet me fire jhok di..

Naak se khun nikal raha ta meri b ..

Mai aage badha hi ta ki samne se daure chale aa rahe the mai ne daurte huwe ek p chalng laga di usse liye mai girra tab tak dusree ne furti se meri tang me chaku mar di ....mai dard b billbaillata palta aur sath hi sath neeche valeki gardan ghumata chala gaya..abhi uth b nai paya ta ki dusree ne pith me chura maara ..

Mai vahi girr para par tabhi fatak se darwaja khulla aur uske sath hi uski khopri urr gaii ye bhabhi ti....
.....................
Bhabhi rassiyo se utarte huwe har ek majille p bomb fit karti neeche ja rai ti ki tabhi goliye ki gunj sunai di unhe iss waqt vo 18 ve manjille p ti..

Unhe chinta honne lag gai meri...jan gai ti maine harbar me garbar kar di hai..vo sanju sanju bolti rahi par mer eekanno se Bluetooth kab nikal gayi pata b nai ta..

Vo teji se sidhiyo k sahare neeche utarne lagi....

Tabhi unhe golliyee ki thartharat sunai di...iss waqt tak vo 16 manjille tak aa gai ti meri fikr k karan unhone bomb lagana chor jaldi jaldi se jaldi pahuchna behtar samjha ....
Tabhi unhe bomb fatne ki awaj sunaii di...vo ab tak raasi k sahare 10 bi majil tak aa chuki thi...unhone raassi ko jor se tham apnne pav ko jor se jhatka diya ..aur vo hava me jhulti uss kamre ka sisa torti hui andar kamre me gai...
Isse pahle ki agla jo ki baba ki maa ko chodnne me laga ta harbara gaya ..par bhabhi k pass sochne ka waqt nai ta unhone bina usse koi mauka diya usse suit kar bahar ko lapki jaha mai jhakmi ta. ...

Niche se guards ki boot ki awaj aa rai ti...

Jo sayad upar aa rai te...
"Sanju tum thik ho ..." bhabhi ne mujhe uthaya...tabhi vaha guards pahuchne vale the ..maine jhat bomb ki pinn khol unki traf uchal diya...

"Ha bhabhi mai thik hu aap unhe leti aayee...jaldii..."
Vo hilli nai...

"Jaiye bhabhi jaldi kariyee..."mai dard me toh bhut ta par kisi trah vaha b bomb fitt ki...

Ab 10 min . Honne bas ek min. Bali ta..ab tak vo b uss aurat ko liye aayi...

Tabhi unke dimag me jaise kuch aaya ..tum inhe lekar chat o jao mai aayi vo jhat ek handgemranade ko neeche ki traf ek min ka set kar fekki aur ek traf ko chal di...mai kuch samjha nai mai uss aurat ko sath liye ya yu kahu toh vo hi mujhe sahara de kar rakhi ti upar badh raii te tabhi ek jordar dhamaka huwa...

ham jaldi jaldi kissi trah upar pahuche ab 15 min. Honne me bas ek min. Bacha ta bhabhi teji se upar daurti hui aa rai ti aur tabhi unhone kick marte huwee piche ki traf bomb uchala oicche guards te..

Ek jordar dhamaka huwa...

Bhabhi ne jaldi rsse me ham teeno
Bandha aur rasa ko chaku se kata ..firr se guards pahuche hi te upar ki tabhi ham sab ne chalang lga di ..

Hamara waha se nikalna ta ki ek k baad tej dhamake honne lag paree..pichee aag ka golla sa uth raha ta aur ham sab usse durr hotte ja raii te.

Ham jhulte huwe iss building me 4 maale p aa girre ...

Udhar harkamp macha ta bahabhi ne jaldi s3 rassa katta
Aur ham sab teji se car me aaye uss traf dhundaha ja raha ta hamla kidhar se huwa ..

Bhabhi ne tejj gati se car ko daura diya....

Ab tak 5 baj chukke te...

To be CONTINUED..
 
update 239
ab aagee
.........................................

"Aree betaa aa na andar aa baith toh sahi.."

"Hamra nanwa kene hai nani bhejo sasura nanwa k uska nati aaya hai...aee marde kenne ghusal ha ho..nikalba ki na ..."sujay chika ...

tm chalo toh sahi....."ramjih ki patni ne hath pakar kar andar liya..

Ssujay ghar me ghuste huwe nautanki jari rakhe ta...

Ramjih ki bahu aangan me sabji Kaat rai ti..palu jara sarka ta ..aur ghatiya Jabardast najar Aa rai ti..

"Parnam mami ji...."vo najar uthakar dekhi...sujay ko sar bas ha me hilla bhar diya...
Sujay ki najar apni chati p pakar vo sharminda si Ho gai...

"Aeee nani hamar mami toh tumko pachar dengi kuch dinno me..."baato ka ishara saaf ta..

Vo jaldi se pallu sahi karti boli..budbudda kar.."pura ka khandan hi kamino ka hai.."

"Khandan p na jao mami kaho hamar nana ji ka ab ye unka ghar hai toh rang me toh rangna hi parega ..."sujay m7skurata huwa issaro me bhut kuch kah gaya

Vo bechari toh bas muh takti rah gai...
"Hamar nanwa much kabar wawe k daree chup gaya ka nani...."
Uski nani ( ramjih ki patni) na samajhne wale bhav me dekhi.."much kabar wawe..."

"Aree suni na hai ka

Nana nati chal bariyati
Nana k muchh kabare nati..."
Uski .titholi p sab has paree....

"Baree majakiya hai bhanje to hamare..."mami k chehre p b muskurahat aayi...
Baato baato me itna toh pata lag hi gaya sujay ko yaha ramjih nai hai ye log time pass karwa rai hai...

"Chalta hu nani aur mami aapko b parnam aur jara kam mehnat karvao hamari nani ka kabanega firr."

"Areee ruk toh chai pi le...."
"Baad me nani...."
"Jane do na ma ji kamine ko.."mami ji kahi...

"Aree tu nai janti iss pantarbaaj ko isse samajhna
Tedi khir hai jarur kuch na kuch garbar karega ye...aaj.."ramjih ki patnI paresan ti..

Vo waha se nikala .."hmm toh mahasay yaha nai hai par bach k jaoge kaha ..hamra b nam sujay hai..."

Vo chal para idhar udhar matargasti karta ..kheet ki traf nahar ki traf

Durr se havan ki agni
Ki dhuwa uthta dekha...

"Ye dhuva idhar kaisa kahi idhar hi toh nai...chal beta manjil karib dekhti hai..."sujay badh chala..

Vo vaha pahucha hi ta ramjih k admiyo ne usse roka

Sujay terchi najro se uski traf dekha aur sard awaj me bola..
"Beta baap ko nai rokte hata le hath nai toh rokne k kabil nai rahega..."

"Oyee dhamki deta hai ..."

"Beta baat se kah raha hu manja aaur hat ja raste se..."
Tabhi aglee ne apna mukka chala diya ...sujay ne apne hath ki hateli me uska mukka pakar liya aur uske ghutno k joor p kas k laat mari..vo muh k bal neeche girra..

Sujay ne teji se uska hath dhar kar aaith diya..
Aur usi trah uske hath p joor ki laat maar ek traf ko uchal diya ...

Sara vatavaran tejj chikh se gunj utha....
 
update 240
[/list]ab aaggeee.....
.......................................................

Uski chikh sunn dusre aaye..
Tabhi phone baj utha..."ek min bat kar lenw de...firr aana ..."

"Ha darling bolo...."
Tabhi dusra gun utha kar lapka ..
Sujay ne turant furti k sath gun nikal usse suit kar diya.....

"Kya kar rai ho...."
"Saalo bola na baat kar lene de nai toh yai yai ticket kaat dunga.ek min..hold karna darling ek ko issare se pass bulaya ..par bo dar k mare aa Nai raha ta

"Abe aata hai ki utaru tere andar .."vo dar ta huwa pass aaya "chal ghora ban ja. Ha sabash ab bolo darling..."sujay uske upar jaise vo stool ho baith gaya

"Hmm tmhari nautanki chalu hai.."
"Vo kya hai na iske binna dill nai lagta apna toh kya bna.."

"Hmm idhar ka toh kam ho gaya hai sanju kI dressing krai hai.."

"Kyukya huwa usse .."
"Chaku lag gaya ta.."
"Abe sale hill mat disturb ho raha hai..ha toh koi major problem toh nai na ..."

"Nai kuch khas nai .."
"Acha 2 3 vala kam ho gaya raste se receive kar lena ..."
"Acha tmm udhar ka kam khtm karo ab havan jari rahne ki koi jarurat nai..."

"Aree aaise kaise jarurat nai bina climax k maja kaise aayega firr..tm log aaram se pahucho mai toh full climax ka aaram se maja lunga.."sujay haste huwe bola..

"Tm nai manoge na aaradhya kitni paresan hogi..tmhe pata b hai.."

"Hoti hai toh hone do vo sab mai nai janta mujhe toh pura climax dekhna hai pahle..uske baad ki baad me dekhenge.."

"Hey bhagwan kaise nautanki baaj ho tm tmhe bhej kar galti kar di..."

"Vo toh janu bhejne se pahle sochna ta ab ek pyari papi de do fighting sighting me ji laga rahega aur firr climax b toh baki hai.."

"Bhar me jao tmm.."bhabhi ne bigarte huwe phone rakh diya..

"Kya huva bhabhi.."maine pucha ...
"Hona kya hai tmhare bhaiya ki nautanki chalu hai climax dekhna hai unheee..haame hi jaldi pahuchna hoga...

Bhabhi ne gari ki raftar badha di...
..............
"Chal b ghoree uth ja ..ha be ab decide karo laat khaoge ya goli choice tmhari hai..nai toh rasta de.."

Waha se koi na khiska ..
"Paka lathkor ho salo aa jao firr ...."

Ek ne sujay k upar chalnag lagai ..sujay side hoke us ke var ko bacha gaya aur ek laat uski pith par mar baith gaya ...

Tabhi agla ne lathi se marna chaha sujay hath gaya aur lathi usike admi ko lagi ....

"Lo saalo khud ko hi maro...kaha se aisi ghatiya fight sikhi hai ..."

Tabhi aakash me tejj hawaiye chalne lagi badal garaj rahe te..

"ab tum log ka time khatam kyuki climax suru honne vala lagta hai jo ki mujhe pura dekhna hai samjhe kuch nai samjhe ..abhi samjhata hu..."
Sujay unhe binaa mauka diye ek traf ko chalang lagata huwa sab k sinne me goli utarta chala gaya...

Sare admi khatam ho chukee tee...
Sujay pahuch gaya havan kund k pass ...ramjih usse dekh chauka ...

"Aree baithal raho sasuree ham toh climax dekhe khatir aayil rahe ..ham b baithte hai..."

Aaradhya havan kar rai ti ..bich bich me sujay ko dekhti sujay bas muskurata huva usse dekh raha ta..

Ramjih ko bara atoata lag raha ta .."tu yaha kya kar raha hai tu ja na ghar mai aata hu..."

"Dekho nana mai chalunga toh tere sath ..nai toh yai baithunga..tu kar na jo kar raha hai..."

Ramjih daat piss kar rah gaya...

Tabhi aaradhya ne chaku utha kar apnee hath me halka chirra laga agni ko samarpit kiya..

Havaoka rukh havan kund ho gaya ta ek bavandar sa uthne laga .....bijliye tejj karakne lagi.......

Sujay aaram se baitha yah sab dekkh raha ta ...

To be CONTINUED
 
update 241
ab aagee
.......................................................
Aakash me kaale badal bari jorr se idhar se udhar honne lag paree...
Aaradhya k aankho me aasu the...aur hath me khanjar..vah matra padhti ..
Dusreeee hath me chirra laga kar rakht havan kund me daalne lagi...
Dill ka dard aankho se ho kar bah raha ta toh vahi aaradhya ka lahu...havan kund. Mee....

Bijliyo ki takarav se avaj gunj utha...sujay ki aankhe hairat se khaufjada Ho gai...
Vo kabhi havankund me dekhta toh kabhi aaradhya k hath se bahte lahu ko...

"Nai mujhe yah sab rokna hogaa..deer kiya toh garbar ho jaiegi.."sujay havankund ki traf badha hi tha ki aaradhya ne hath upar ki...
Uski aankhe surkh laal par gai ti...hath se ek tejj bijli ki trah nikal kar sujay ko lagi..usse tejj bijli ka jhatka laga aur vo..durr girr gaya

Yah dekh ramjih k hotho p muskurahat ti...
Aag teji se badhne laga upar aakash ki traf...
....................
"Maa ji ab mere jane ka waqt ho chala hai ...mai nai janti firr aap se mill paungi ya nai...par apni poti ka khayal.."..abhi chachi ki baat puri b na hui thi ki aakash ki taraf se ek kiran ki lahrree aati hui chachi ko lapete me leti utha chali...

"Vo jaate jaate bas itna kah rai ti.."khayal rakhiyega ..meri bachi ka.."dard me tarapta unka antim sawar yai sab sunn sakee...

Dadi geeta kavita neha priya sab bas dekhte rah gai...koi kuch na kar paya ...

Havan kund ki agni me samne vo prakat honne lag parii...kirno se jakri....

Sujay ko antim upai bas tantrik baba hi dikha ...
"Baba aapke parivaar ajad hai rokiyee ye sab ..isse pagle ki deer ho jaiyee...."

Baba kabhi sujay ko dekhta toh kabhi...aaradhya ko .....

Aaradhya ne ek shakti ka prahar maa p kiya...jisse uski maa ne haste huve swagat kiya...koi pratirodh nai....

Vo sakti takra kar ramjih me pravesh karni suru hogai....

Tabhi vaha tejj gati se car aakar laghbhag skit karti hui ruki...

Jaldi se gate khulla aur usme se uskee maa aur bahne niklee...

Sujay ek baar firr se chalang lagaya havan ki traf par aaradhya ki dristi jaise hi sujayy p pariii vo bawandar m fasta havao me upar utne laga....

Tejj hava chal rahi ti..aur bijliiya joro ki awaj karti aapas me takrati jati.....

Chachi ka sareer dhiire dhiree sthil parne laga ta..
Aur ramjih balwan hota ja raha ta...uske masals abhi dekhne layak tee....

"Baba ab toh roko ..ye sab ...isse pahle ki deer ho jaiyee...."sujay nachta huwa b chikha ....

Baba kabhi sujay ko dekhte toh kabhi aaradhya ka raudra ruup

Tabhi baba me bhasmm nikal mantra jaap kar havankund me jhoka....

"Aaradhya ko tejj jhatka laga...uski aankhe samanya honne lagi...

Samne sanju aur baki sab p najar pari...aaradhya ne shkti ka prahar maa se hata kar ramjih p kar diya......

Ramjih bandhan ki jakar me aa gaya aur jo b shakatiya usme gai ti...vo vapas uski maa me samane lag gai....

Fir aaradhya ne ek aur mantra jaap kiya aur ramjih p chor diya ...uske sari shakti jo aaradhya ne apni sadhna se di ti usse ek ek kar chinne lag gai....ramjih durbal hota chala ja raha ta aur tarpta rahta...

Jab sari shakti chin li toh ramjih wahi girr para .....

Aaradhya ne apni maa ko bandhan mukt kiya...aur unse lipat futtt futt kar ro pari...

Nbaba b apnne parivaar ko dekh khusi se fulle nai sma rai tee..

Bechare sujay p toh kissi ka dhayan hi nai ta ..jo hava me gullati p gullati khai ja raha ta ....

Sabhi apnne milan me magn te iska faida utha ramjih vaha se apni bachi khuchi sakti samet bhag khara huva...kab inn sabko pata b nai chala...

"Aree koi mujhe iss chakar ghirni se nikalega sar ghum raha hai mera yar...."
Sujay ki awaj se ..aaradhya ka dhyan uss traf gaya..

Vio sakti ka prayog karne hi ja rai ti ki uski maa ne sab kuch sant karye huwe sujay ko neeche utara ...

Sujay khara huwa par sab kuch ghumta huva sa laga toh vapas jamin p baith sar samnya honne ka intjaar karne laga...

Sab sujay k hal p has rai tee...

Aaradhya k jhakm par uski maa ki najar gai toh usne usse turant thik kiya...

To be CONTINUED
 
Back
Top