• Hello Friends You can Register on the Forum and by posting you can earn money too.

Garam Kahani - FAMILY LOVE WITHOUT RULES

Tannu apne hi khayalo me khoyi ye sab bol gayi.
Issi ke sath tannu apne khayalo se bahar aati hai..
Abhi chai ban gayi hai..
Tannu ne aaj chai bana li. or cup me dali..
Or ye to jayada ban gayi..
Tannu ke dimag me pata nahi kya aaya.
Ussne baki chai sink me fek di. shayd wo bhi apne bahchpan ki
yaado ko taza karna chahti thi..
Wo ak cup chai liye upper tarun ke room ki or ja rahi hai..
Abhi bhi tannu ka dil joro se dhadak raha hai. jaise wo tarun se pahli
baar milne wali hai..
{ ( iss bich tarun ke room me kya hua uska sceen)
Tannu bhagti hui niche chali gayi.. waha khadi taniya ko abhi tannu
se jalan hoone lagi hai.. kiyoki tarun ko ab sirf taniya yaad nahi hai..
baki sabhi yaad hai.. ak tannu thi uske sath. jo uska dukh samgh
sakti thi..ab wo bhi. tarun ke paas ja sakti hai..
Wo wahi khadi tarun ko dekha rahi hai.. but man hi man uske uska
dil tut sa gaya hai.. usse dil me bahut dard ho raha hai.. uski aakho
aasu bahne lage hai. wo waha khadi apne aap ko kosne lagti hai..
ki kyo usne bahchpan se tarun se ladai ki.. kyo usi ke sath aisa hua
ki tarun use hi bhul gaya.
Taniya apni aakho se aasu girati hui andre tarun ko dekhne lagti
hai..
tarun baki sabhi ko dekhta hai. tarun - " tina di ye kon hai. "
Tarun priya ki or ishara karta hai..
Lekin abhi tarun ke muh pr ak mile aa gai hai.. jaise wo apni hasi ko
dabane ki kosis kr raha hai..
Priya ko aisa laga jaise wo usse bhi bhul gaya hai..
Priya ka to dil hi tut gaya.. uski aakho se 2 aasu chala k gaye.. or
uska muh aise hone laga jaise abhi joro se ro degi..
Ye dekh kr tarun ke muh pr thoda dar aa gaya.. tarun- " are priya di..
mai to majak kr raha tha.. aa rone kyo lag gayi. "
Priya ko ye baat sun kr chok si gayi..baki sabhi bhi ak badi smile ke
sath priya ki or dekhne lage..
Priya aapne aasu ke sath hi ruk ruk kr thodi hasi.. phir hasne lagi..
Priya- " tarun tune to meri jan hi nikal di thi.. "
 
Jaise aaj phir wo apne bachpan me chali gayi hai.. or uske chote se
payare bhai ne usse chai mangi hai.. jaise wo bachpan me karta
tha..
Tannu jaldi se niche kitchen me jati hai..
Usse khishi me maare samgh hi nahi aa raha hai kya kare. wo jaldi
se ak bartan gas pr chada deti hai.. tannu aaj apne app me hi hase ja
rahi hai.. usski hassi baar baar chut rahi hai.. uski aakho se aaasu
bhi bah rahe hai.. or hasi bhi aa rahi hai..
Tannu- " oh god. Isme to apni dalna hi bhul gayi.. "
Tannu phir bartan me pani dalti hai.. uske baad baki sabhi chize
dalti hai.
Tannu apne man hi manme tarun ke bare me soch rahi hai. tannu
tarun ke bare me sochti sochti apne bachpan me lot gayi hai
Kitchen ka pahli baar kaam tannu ne tarun ki wajah se hi kiya tha.
Dopahar ke time koi nahi tha ghar pr sirf tarun or tannu the,.. tarun
bahut chota tha. wo khane ko mang raha tha.. tab tannu ne bahut
mehant kr sandwich banaya tha..
Tannu ki halat kharab ho gayi thi.. uss samay..
Ye sab sochte sochte. tannu ke muh pr achanak hi smile aa gayi..
Tabhi usse dekha.. chai ubal gayi hai.. tannune usme dudh dala.. or
wapas tarun ke bare me sochne lagi.
Tannu kaise khud choti si age me apne payar bhai ke liye.. subha
subha chai bana kr le kr jati thi..
Tab tannu ko sirf chai hi bana ni aati thi.. wo bhi usne apni mom se
zid kr ke banana sikhi thi.. kiyoki tannu tarun ke leiy kuch bhi karne
ke liye pagal thi...
Tannu subha subha jaldi uth kr chai banati thi... tannu sirf tarun ke
liye hi chai banati thi. isse tannu ko bahut khushi milti thi.. Phir
apna hath me le kr taurn ko jagane jati thi..
Tarun apni aakho ko maslte hue uthatha tha.. phir apni totli aaawaj
me
Tarun- " di di meli chai ."
Tannu tarun ko brush karne ke liye majbur karti thi.. lekin tarun
bahut zid karta tha ki wo schai pine ke baad hi brush karega.
Tor khir kaar tannu ko hi uske aage haar maanni padthi thi..
Tabhi kitchen me khadi.. tannu ke muh se nikal gaya..
Tannu- " tu bahut ziddi hai tarun.. "
 
Tarun baith kr bhi apni aakho ko jhapakte hue.. idhar udhar dekhta
hai..
Tarun- " tannu di kaha hai. mughe chai chahiye. "
Tannu ka naam sunte hi phir se sabhi chok jate hai..
Bachpan me tannuhi tarun ko jagati thi.. or usse chai pakdathi thi.
Isliye tarun apne bachpan ki soch me hai shayad..
Apna naam sunte hi tannu bhag kr tarun ke paas aa jati hai..
Tannu - " ha bhai abhi mai yahi hut ere paas.. "
Tannu ki aakho se aasu bah rahe hai.. usse chahre pr tarun se milne
ki khushi.. or usse itne din dur rahne ka dhuk saaf saaf dikha raha
hai.. wo itni khush shayad hi kabhi hui ho..
Wo kahte hai na. jab kisi ko bahut dukh ke baad khushi mile to .
insan pagal sa ho jata hai. khushi me..
Yahi halat tannu kit hi..
Tannu ne apne dono hatho me tarun ke right hand ko pakad liya.. or
usse ak baar kiss kiiyia or phir apne hath me le kr muh se lagaye
baithi hai..
Tarun apni aakhe jhapakaye tannu ke chehre ko dekhta hai..
Tannu ki aakho me aau hai.. jo gam ke hai ya khushi ke kuch samgh
nahi aa raha hai.. lekin tarun abhi bhi tannu ki aakho me aasu nahi
dekh sakta hai.
Tannu ke chehre pr bahut badi smile hai..
Tarun tannu ki aakho se asu pochta hai.
Tarun- " di. aap ro rahi hai... "
Tannu- " bhai tune to mughe dara hi diya tha.. plz mughe maaf kr
de.. "
Tarun- " di dekho mai thik hu.. aap ab rov mat.. aap ki aakho me
aasu achche anhi lagte hai.. "
Tannu apni bhavnao me ye bhil hi gayi thi ki usse tarun ke accident
ke bare me kuch nahi bolna hai.. lekin tarun ne iss baat pr dhayan
nahi diya..
Tabhi tina tannu ko ishara karti hai..
Or tannu ko apni galti samgh aa jati hai..
Tarun- " tannu di.. meri chai kaha hai. "
Tannu- " abhi ruko mai le kr aati.. tum aaram se baitho.. mai lati hu..
Tannu jaldi se niche bhagti hai.
 
baat sun raha tha
Mayank- " priya beta. Mai ne tumhari mom ko bola tha ki wo bhi yahi
aa kr ruk jaye kuch din. lekin wo nahi maani. bol rahi thi.. ki wo
yaha daily ak baar tarun se milne aayengi.. "
Aise hi mayank ak baar tarun ki or dekhta hai.. tabhi mayank ka call
aata hai.. ye usske company se hai..
Mayank phne pr chialat hua niche chala jata hai..
Tiya mayank ke piche piche chali jati hai.. tiya sidiyo me khadi ho
jati hai.. or mayank niche ja kr sofe pr baith jata hai.. tabhi kamin
waha ati hai..
Kamini- " kya hua mayank "
Mayank- " wo office me bahut kaam hai.. lekin mai aise ghar ko
chod kr nahi ja sakta hu. yaa taurn ko kabhi bhi meri jaruat pad
sakti hai. or office ke kaam se bahar bhi jana hai.. "
Kamini kuch sochti hai..
Kamini- " ok mai cali jati hu .."
Mayank- " tum.. "
Kamini- (dhire se fusfusti hai.. ) " waise bhi mere yaha rahne se
sabhi koi problem hi hogi.. "
Ikamini- " ha mai office dekh leti hu.. tum yaha tarun ko dekho. "
Itna kah kr kamini waha se chali jati hai
Tiya se sab dekh rahi hai.. wo jalid se upper ja kr ye khabar sabhi ko
sunati hai.. sabhi bahut khush hote hai ki kmaini un sabhi ko chod
kr office ja rahi hai..
Kuch der baad ghadi ki aaawaj aati hai.. is pata chalata hai ki kmaini
office ke liye nikal gayi hai..
Sabhi tarun ke ke room me hi jhund bana kr baithe hai.. or baate kr
rahe hai..
Tabhi tarun nind se jangta hai..
Sabhi tarun ki or dekhte hai.. aurn abhi bhi upper muh kiye hue leta
hai.. apne ak hath se apni aakho ko maslta hai..
Tabhi jaldi se tina tannu or taniya ko isshra karti hai.. or wo ja kr
gate ke bahr chali jati hai..
Lekin unka man nahi maan raha ia isliye wo usse gate se jhak kr
taurn ki or dekhne lagti hai..
Priya or tiya or tina taurn ke paas jate hai..
Priya tarun ko thoda uth kr baithne me help karti hai..
 
tarun apni sabhi bahno or apni muh boli wife ke sath uk me settled
ho gaya. and mayank soniya or kamini ke sath ak sath rahne laga..
Kamini kabhi mayank or soniya ko tarun ke riste ko uske bahno or
apni mom ke sath ke riste ko anhi samgha payi... kamini jati thi
tarun se milne. sab aise hi chalta raha ..
Tarun kuch hi salo me uk ka ak bada businessman ban gaya.. abhi
lekin usne kabhi bhi apni kisi bahan or mom ke liye payar ko kam
nahi hone diya.. aaj wo bahut khush hai.."
HAPPY ENDING
 
Priya- " tarun batao na kya baat hai.. "
Tarun hasta hua wapas mudta hai.. or
Tarun- " ak ak good news hai.. aap sabhi baitho mai batata hu.. "
Taurn tv ke samne ja kr khada ho jata hai. or sbahi aa kr sofe pr
baith jate hai..
Taurn bahut style marte hue..
Tarun- " to sabhi apna dil tham kr baitho.. kiyoki ye good news sun
kr aap sabhi ka dil joro se dhadkne lagega.. "
Sabhi bahut excited ho chuke hai..
Taarun- " to baat aisi hai ki mai uk ja raha hu.. next week. "
Iss baat se kamini thodi si sad hui lekin baki sbahi bahut khush hog
aye hai.
Sabhi khushi se jhum uthte hai.. kamini apna dhuk daba kr sabhi
khushi me shamil ho gayi.
Priya- " or hum kab chalenge.. "
Taurn- " are mai to waha kaam se ja raha hu.. waha dad ki company
ki factory lagi hai.. to usse hi sambhalne.. "
Tannu- " ha or hum sabhi bhi chal rahe hai.. dad nahi bataya.. "
Iss bar tarun ke hosh udd gaye..
Tina- " bhai o news tughe abhi mili hai.. wo hume dad ne 2 din pahle
hi de di thi. "
Soniya- " ohk to iss baat pr party honi chahiye. "
Tarun- " ha dad ke aane ke baad. wo aaj sham ki flight se aa rahe
hai.. "
Soniya- " ohk to party ki puri jimedari meri hai.. "
Tannu- " ohk aunty but party hum sba hi karnge kisi or ko nahi
bulayenge only family.. "
Soniya- " ha wahi better rahega.. jayada enjoy kr payenge.. "
Tarun- " ohk aap sabhi ready ho jao. mughe mom ke sath office
jana hai. "
Tina- " abhi office kyo.. "
Kamini- " beta wo kuch formality puri karni hai.. uske liye.. "
Uske baad soniya apni car me nikal jati hai.. or kamini taurn ke sath
office chal deti hai..
" ye ak week kaise khushiyo me beet gaya kuch pata nahi chalo.. or
 
Taniya- " ha or mom dhire dhire dad ko sab samgha dengi. "
Priya- " wow to kab ja rahe hai sab uk.. "
Tina- " abhi ussi kaam ke liye uk gaye hai.. jise hi wo wapas
aayenge. hum apna plan bana lenge.. "
Tabhi soniya kamini ke sath room se bahar niklte hai..
Lekin iss pahle ki kuch baat hoti jaldi hi tarun niche utarta hua
dihkayi deta hai..
Tarun- " hello everyone.. "
Aaj taurn ka roop kuch alag hi lag raha hai.. wo siddha aa kr dinig
table pr baith gaya aaj tarun bahut khush lag raha hai..
Tarun- " mom jaodi khana do bahut bhuk lgai hai.. "
Soniya- " are beta tarun mai tumse milne aayi hu or tum to mughe
dekh bhi nahi rahe ho.. "
Tarun- " are aisi koi baat nahi hai.. aunty... maine aapko dehka nahi
tha.. . "
Soniya- " ha "'
Tarun- ' nasmte aunty and mom jaldi khana do bahut bhuk lagi hai..
"
Kamini- " ruko abhi lagati hu.. "
Tannu- " mom aap ruko mai laga deti hu.. "
Baki sbahi bhi dinind table pr aa kr biath jate hai.. tannu taurn ko
nasta server karti hai..
Sabhi aaj taurn ko hi dekh rahe hai.. tarun ak smile karte hue gane
gunguna raha hai..
Bahut khushi me apni garden matkata hua.. breakfast kr raha hai..
Soniya- " beta mai to tum ko dekhne aayi thi. Kiyoki tum bimar the..
lekin ab to aisa lag raha hai jaise tum kuch jayada hi thik hog aye
ho. "
Tannu- " ha bhai kya baat hai aaj bahut khush dikh rahe ho . "
Abhi tarun ne apna nasta finish kr liya hai..
Tarun thoda haste hue..
Tarun- " aap logo ko kuch problem hai kya.. "
Kamini- " beta hum sab to aise hi puch raha hai. "
Tarun- " wo abhi thodi der pahle dad ka phone aaya tha.. "
Sabhi iss baat se hi excited ho gaye hai..
Lekin taurn ne sabhi chehre dekhe phir hasta hua waha se khada ho
gaya.or upper jane laga.. lekin priya ne uska hath pakad liya.
 
soniya ki aakho se aasu chalak padte hai..
soniya- " beta ab in sab baato ka koi matlab nahi hai.. "
tannu- " phir aunty mai janna chahti hu.. "
soniya ha me sar hila deti hai..
tannu- " aunty mai aapko mom bol sakti hu.. "
itna sunte hi tannu ne soniya ko gale laga liya..
tannu- " aunty abhi mom ne bataya ki kaise unki wajah se aapki or
dad ki love story khatm ho gayi thi.. Lekin abhi wo apni galti ko
sudharana chahti hai.. "
soniya- " kya matalb. "
abhi soniya aakhe faad kr tannu ko dehne lagti hai..
tannu- " mom chahti hai.. ki hum sabhi bachcho ko 2 mom ka payar
mile or priya ko dad ka payr.. "
soniya- " nahi ye galat hai.. "
tannu- " aap khud mom se bat kr lo.. "
tabhi tannu soniya ka hath pakd kr kamini ke room me chali jati hai..
phir se ak bar darwaja band hogaya..
Lekin iss bar sirf tannu kamini or soniya hi roomme hai.
Tina or taniya badi khush ho kr priya ki or aate hai.. or usse gale
laga lete hai..
Priya- " kya hua di.. "
Tina- " ba se hum sab sath rahenge.. "
Priya- " di kaise "
Taniya- " ha lekin ak buri khabar bhi hai. "
Tina- " ha hum sab ne mil kr tumhari or bhai ki shadi cancel kr di
hai.. "
Priya- " kyo di.. wo mai aise nahi rah sakti.. "
Tina- " are chup rah pahle puri baat to sun le.. "
Abhi priya chup ho jati hai..
Tina- " mom ne bataya hai ki dad uk me ak bahut badi company khol
rhe hai taurn bhai ke naam pr jisse bhai ko smabhalna hai.. ro wo
wahi rahega. "
Priya- " phir humara kya hoga.. "
Taniya- " are pagal hum sab bhi wahi rahege bhai ke sath.. "
Priya- " wow di ye bahut excited hai.. "
Tina- " ha or mom nad soniya aunty dad ke sath yahi rahenge. or
tino thoda bussines ke liye hai na.. "
 
muh baat karne ko bhi ready nahi the or aaj..
kamini- " ha beta bolo.. "
tannu- " ha wo mom tnaiya ko baat karni hai.. "
kamini- " taniya "
taniya- " ha mom aap mere sath aao. "
itna bol kr taniya kamini ko uske room mele gayi.. or darwaja band
kr liya..
soniya baithi bus sab kuch dekh rahi hai. thodi baar darwaja khulta
hai..
taniya- " tannu di tina di.. plz jara ander aana.. "
wo sabhi bhi ander jati hai. or darwaja phir se band ho jata hai.
baki sabhi bus nasta kar rahe hai..
abhi bahut time ho gaya hai..lagbag 1 ghante se upper hogaya hai..
sabhi thodi tension me hai..
tabhi darwaja khulta hai. or tiya room ki or bhagti hai..
waha kamini bed pr baithi hai. uski aakho me 2 bund aasu hai..
waha taaniya ki aakho me bhi aasu.
tina or tannnu ne apne aasu poch liye. lekin sabhi chehre pr ak
khushi ki lahar hai.. pata nahi kyo..
tiya- " di mom maan gayi kya.. "
itna sunte hi kamini or tannu tina ak dusre ki or dekhte hai.. phir
hasne lagte hai..
kamini or taniya aasu chalkate hue hi hasne lage hai..
kamini tiya ko apne pas bulati hai..
kamini- " ha beta sab thik ho gaya. "
tabhi tannu rrom se bahar jati hai. abhi soniya kitchen me bartan
saaf kr rahi hai..
tannu soniya ke paas jati hai..
tannu- " aunty aap abhi bhi dad se payar karti hai.. "
itna sunte hi soniya ke hath ruk jate hai..
thodi der tak shanti cha jati hai..
phir soiya normal hote hue bolti hai.
soniya- " ha jaise sab ko karti hu.. tum tarun ko "
tannu soniya ka hath pakad leti hai..
tannu- " aunty mai jo puch rahi hu uska sahi jawab do.. "
ye baat waha khadi priya bhi sun rahi hai.. lekin uska face dusri or
hai.. kiyoki wo chair pr baithi hai.
 
tiya ke galo ko apne hatho me bharti hue..
tannu- " thank you tiya. aaj tei wajah se bahi bilkul thik ho gaya.. "
tiya- " di isme thank you ki baat nahi hai.. bhai ko thik karna to mera
hum sab ka farz hai. akhir kar bhai ke thik hone pr itne sari
zindgiya jo depend karti hai.."
tannu tiya ko gale se laga leti hai.
tina- " lekin di ak baat hai .. abhi mom se kon bat karega.. "
taniya- " di mai baat karungi.. aakhir kaar ye sab meri wajah se hi
hua hai. meri galti haim,.. mai hi sudhaungi.. "
iss baar koi kuch nahi bolta hai.. or sabhi ha me sar hila dete hai..
tiya- " chalo mom se baat krte hai.. wo abhi kitchen me hogi.. "
sabhi niche jate hai..
lekin aaj gajab ho gaya.
priya bhagti hui
priya- " mom aap yaha kaise.. "
itna kahte hue priya soniya ke gale lag gayi..
tannu- " namste aunty aap yaha kaise.."
sabhi soniya ko nasmte karte hai..
soniya- " ha wo tarun se or tum seb se milne aayi thi. "
taniya idhar udhar dekhti hai.. lekin usse kamini nazar nahi aa rahi
hai.
taniya- " aunty mom kaha hai.."
soniya- " beta wo to abhi office ke liye nikal gayi.. "
tina- " and dad kaha hai.. "
soniya- " wo aaj hi out of city gaye hai. "
sabhi soch rahe hai kaise ab yadi tarun niche aaya to..
lekin abhi kya kare kisi ke kuch samgh nahi aa raha hai..
lekin priya apni mom ki baho me apni mom se baate kr rahi hai.
tabhi tannu- " mom se kaise baat kare.. "
soniya- " aa jao sabhi naasta kr lo. aaj maine banaya hai.. "
sabhi baith kr nasta karne lagte hai.. lekin sabhi ak dusre ko
sawaliya nazaro se dekh rahe hai..
tabhi waha kamini aati hai.
usse waha dekh kr sabhi chok jate hai..
kamini- " sorry wo mai ak file bhul gayi thi. "
tannu- " are mom achcha hua ap gayi aapse kuch baat karni thi.. "
aaj kamin ko bhi ajib lag raha tha kiyoki ye to kal tak kamini se sidhe
 
Back
Top