Tannu apne hi khayalo me khoyi ye sab bol gayi.
Issi ke sath tannu apne khayalo se bahar aati hai..
Abhi chai ban gayi hai..
Tannu ne aaj chai bana li. or cup me dali..
Or ye to jayada ban gayi..
Tannu ke dimag me pata nahi kya aaya.
Ussne baki chai sink me fek di. shayd wo bhi apne bahchpan ki
yaado ko taza karna chahti thi..
Wo ak cup chai liye upper tarun ke room ki or ja rahi hai..
Abhi bhi tannu ka dil joro se dhadak raha hai. jaise wo tarun se pahli
baar milne wali hai..
{ ( iss bich tarun ke room me kya hua uska sceen)
Tannu bhagti hui niche chali gayi.. waha khadi taniya ko abhi tannu
se jalan hoone lagi hai.. kiyoki tarun ko ab sirf taniya yaad nahi hai..
baki sabhi yaad hai.. ak tannu thi uske sath. jo uska dukh samgh
sakti thi..ab wo bhi. tarun ke paas ja sakti hai..
Wo wahi khadi tarun ko dekha rahi hai.. but man hi man uske uska
dil tut sa gaya hai.. usse dil me bahut dard ho raha hai.. uski aakho
aasu bahne lage hai. wo waha khadi apne aap ko kosne lagti hai..
ki kyo usne bahchpan se tarun se ladai ki.. kyo usi ke sath aisa hua
ki tarun use hi bhul gaya.
Taniya apni aakho se aasu girati hui andre tarun ko dekhne lagti
hai..
tarun baki sabhi ko dekhta hai. tarun - " tina di ye kon hai. "
Tarun priya ki or ishara karta hai..
Lekin abhi tarun ke muh pr ak mile aa gai hai.. jaise wo apni hasi ko
dabane ki kosis kr raha hai..
Priya ko aisa laga jaise wo usse bhi bhul gaya hai..
Priya ka to dil hi tut gaya.. uski aakho se 2 aasu chala k gaye.. or
uska muh aise hone laga jaise abhi joro se ro degi..
Ye dekh kr tarun ke muh pr thoda dar aa gaya.. tarun- " are priya di..
mai to majak kr raha tha.. aa rone kyo lag gayi. "
Priya ko ye baat sun kr chok si gayi..baki sabhi bhi ak badi smile ke
sath priya ki or dekhne lage..
Priya aapne aasu ke sath hi ruk ruk kr thodi hasi.. phir hasne lagi..
Priya- " tarun tune to meri jan hi nikal di thi.. "