Update - 39
Abhi wapas ...apne kaksh mein aaya ..toh dekha Glaco abhi bhi murchit tha .......Abhi apna roop badalkar sadharan roop mein aagaya ....aur wahi baithkar ..Glaco k hosh mein aane ki pratiksha karne laga .....
Glaco k baare mein batane k liye Abhi ne Nebhru se mansik sampark kiya .....aur usse Glaco se hue sangharsh k baare mein sab kuch bata diya ......
Nebhru - yeh thik nahi hua ......Glaco ko kaali shaktiyo k prabhav .....ab ....Darmen ek hi nazar mein pechan jaayega k Glaco .....kaali shaktiyo se mukt ho gaya hai .....isse uske prano par sankat ho sakta hai ......
Abhi - toh aap hi bataye mein kya karta ....yadi mein aisa nahi karta ...toh ...roj yaha saikdo nirapradh log mrityu ko prapt ho jaate .....aur rahi baat Darmen ko pata chalne ki ..toh ....usse yehi lagega k yeh kaam .....Glaco k saath yudh mein pitashri dwara huwa hai .....
isase uss par bhi koi aanch nahi aayegi .......
tab tak Glaco ko bhi hosh aagaya .....woh uthkar ...idhr udhar dekhne laga ....uski nazar saamne baithe hue ....Abhi par padi.......
Abhi ne Glaco k hosh mein aane k baare mein ....bataya......
Glaco - kaun ho tum aur mein yaha kaise pahuncha ....
Abhi - ek sunahre baloo wala yodha sa dikhne wala vyakti aapko murchir awstha mein yaha chod gaye the ......
Galco - sochne laga .....sunehre baalo wala yodha ....yani k pitashri ....parantu ...mein murchit kaise hua .....aur pitashri muzhe yaha kyu chod gaye ......
tabhi ek prakash dwar ...k dwara ..Nebhru waha pragat hua ......
Abhi - Nebhru ko aise achanak aaya hua dekhkar kuch bolne hi wala hota hai ...k ..Nebhru usse chup rahne ka ishara ....karta hai ....
Nebhru - Kaise ho Glaco ....
Glaco - Nebhru tum yaha ......yeh sab kya hai ....mein murchit kaise hua .....aur yaha kaise pahuncha ......kya pitashri ko pata chal gaya hai k hum unke virudh kuch shadyantra kar rahe hai .
Glaco ki baat sunkar Nebhru aur Abhi ko kuch kuch andesha ho gaya ...k kya hua hai ...
Nebhru - tumhe murchit hone se pahrle aakhri ghatna kya yaad hai .......
Glaco Abhi ki taraf dekhkar ishara karta hai ......
Nebhru - tum iski chinta mat karo .....batao tumhe aakhri baat kya yaad hai .....
Glaco - yeh tum kaisi baatien kar rahe ho ...Abhi ..kuch der pahele hi toh ...hum Kakashri k saath gupt mantrana kar rahe the .....apni yojna .....ko poorna roop dene k liye .......parantu unka pitashri aur maa ko marne ka nirnay muzhe uchit nahi laga ......
uske baad ka muzhe kuch yaad nahi .....bas aisa lag raha hai k bahut gahri nind se jaga hu....
Glaco ki baat sunkar Abhi ko yaad aaya k woh baune ki yaad bhi .....aise hi ....15 saal ...pche chali gayi thi ...jab ..usne unhe kaali shakti ..k sammohan se mukt kiya tha ....ab Glaco k saath bhi aisa hi hua tha ......
Nebhru ...Abhi ko kaksh k ek taraf le jaate hue .....
Nebhru - muzhe jo andesha tha wahi hua ....ab yeh .....ussi samay mein pahunch gaya jaha se iss sabki shuruwat hui thi ......
Abhi - toh abhi aisa kya karna hoga ....k inki yaaddast wapas aajaye ......
Nebhru - iska ek hi marg hai ....woh hai iske antarman se ..judkar ....dabhi yaadon ko pragat karna ....jisase iski khoyi hui smritiya wapas aajayegi ...aur saath saath .hi ..muzhe apni kaali shakti ka kuch ansh bhi isse dena hoga .....jisase yeh Darmen ki drishti se bacha rahega .....iss baar jo kaali urja iske bhiter hogi ...woh mere niyantran mein hogi....
uske baad eoh eapas Glaco k paas aajate hai ....
Glaco - uss ladke se kya baat ho rahi thi .....kaun hai woh ....muzhe iska chehra kuch ...kuch ..pitashri jaisa lag raha ..hai ....
Nebhru - tum woh sab chodo ....aur meri aankhon mein dekho ....
Nebhru Glaco ko apne sammohan mein bandhkar ..uske antarman ..se judkar uski dabi hui saari yaado ko pragat karta hai .....jo ab tak ghati thi ....aur apni kaali urja ka ek ansh uske bhiter chodta hai .......
Glaco ki smritiya wapas aajaati hai ...usse yaad aata hai k kis prakar usne Darmen k prabhav mein aakar ...apne hi janmdata k virudh shadyantra kiya tha ......aur ....phir atyacharo se apne hi grah ka vinash kiya tha .....uski aankhien bhar jaati hai .....phir usse aaj hua yudh bhi yaad aata hai ......
Glaco - Nebhru humne bahut bura kiya .....apne hi janmdaata ko maarne ka shadtyantra kiya .....parantu muzhe ek baat ki khushi bhi hai ..k Pitashri ko kuch nahi hua ...woh jeevit hai .....aur iska arth yeh bhi hai k yadi woh jeevit hai toh humari mata ...aur ..unsr janm lene wala bhai bhi jeevit hai .....aaj ..yadi vhahte toh muzhe maar bhi sakte the ..parantu unhone aisa kuch nahi kiya ..meri shaktiya chinkar ...muzhe yaha laakar choda .....accha hi hua ...waise bhi maine unki shaktiyo ka durupayog hi kiya hai ......unhone apni shaktiya wapas lekar accha hi kiya .......
mein unse milkar apne kiye aptadho k liye kshama maangna chahta hu ......
Nebhru - kshama toh main bhi maangna chahta hu mere bhai .....aur muzhe vishwas hai ..woh samay bahut jald hi aayega .....
Glaco - tumahara toh unse kai baar saamna hua hai toh tumne unse ..kyu iss baareein baat nahi ki .....
Nebhru - sab bataunga bhai ...samay aane par ...parantu ab tum apne mahal jaao ....tumahara jyada der ...yaha rahna thik nahi .....bas dhyan rahe Darmen ko iss baare mein kuch pata nahi chalna chahiye .....ab ..main bhi chalta hu ....itna kahkar ...Nebhru ..Glaco k gale lagkar waha se vida leta hai ......
Glaco bhi Abhi se kuch baatein karke waha se nikal jaata hai ......
thodi der Abhi wahi baithkar vichar karta hai .....ki woh toh soch raha tha ...k jald se jald ....apne sab bhaiyo ko apni sakaratmak urja se .....unhe kaali urja k sammohan se mukt karega .....parantu ......ab usne uska parinam bhi dekh liya tha .....aise hi thodi der sochne k baad ...woh .uss kaksh se bahar nikalta hai ......aur niche sar karke apne hi vicharo mein gum .....baba aur baaki logo se milne nikal padta hai ......
tabhi ...Aymra bhi waha se bahar nikalkar apne ghar ki or jaa rahi thi ..k uski nazar saamne se aarahe Abhi par padi .....Abhi ko dekhkar usse dil ki dhadkane tez ho gayi ....usse ..bahut khusi hui ....lekin phir ...kal ki baat yaad karke k kaise uski ek baat se naraz hokar woh usse chod kar chala gaya tha ...aur woh kaise ...uski yaad mein tadapti rahi roti rahi ....tab tak Abhi uske saamne pahunch chuka tha ....parantu woh apni hi socho mein gum tha ...uska ..Amyra par dhyan hi nahi tha ......Aymra ko laga k woh usse dekhkar bhi andekha kar raha hai ....toh uska dukh aur krodh dono badh gaya ..aur ..usne khinchkar ek jordar tamacha Abhi k gaal par jad diya......chataaak.....
achanak zhanatedar tamacha padne se Abhi k hosh udgaye ....aur woh apne gaal ko sahlata hua ..saamne dekh raha ...tha ....toh uske tote udgaye ....saamne ..Amyra ..krodh mein ..apni bafi badi aankhon se usse ghur rahi thi ....
Amyra - tum apne aapko samazte kya ho ....maine ghuse mein kuch kaha aur ....bina uska kaaran jaane ....bas chodkar chale gaye .....kal se muzh par kya biti jaante bhi ho .....yaha k sainik kissi bhi hatya kar dete the ...tumahara kal se kuch ata pata nahi ....jaante ho mere man mein kaise kaise vichar aarahe the ....
kyu nahi adhikar se pucha tumne muzhe ..k ..kyu ..meine ..inn logo ki sahyata se mana kiya tha .
maine tumhe krodh mein kuch bola ...aur tum rooth kar chale gaye ....uske badle muzhe ek thappad marte ....toh muzhe itna bura nahi lagta .....lekin tumahara dur jaana ...muzhe bilkul bhi accha nahi laga .....
Abhi bas chup chap khada sun raha tha aur Amyra thi k chup hone ka naam hi nahi le rahi thi ....toh Abhi ne bhi ek halka sa thappad uske ...gaal ...par maara ....jisase ..uski bolti band ho gayi aur woh apne gaal ko sahlate hue Abhi ki or dekhne lagi .....
Abhi - ( maasum si surat banate hue ) aise kya dekh rahi ho ..tumne hi toh kaha tha ...thappad marne ko .....toh maine maar diya .
Amyra k chehre k bholepan k bhavo ko dekhkar Amyara ko ..hassi aagayi ....wah re mere paglu ...itni baaton mein thappad marna ...hi ..samaz aaya ...baaki kuch nahi ...
itna bolkar woh Abhi k gale lag gayi ..aur kaskar pakad liya ....
Abhi - arre ...arre...arre...yeh kya kar rahi ho .....chodo ..muzhe ..chodo ....
Aymra - ab nahi chodungi chahe kuch bho ho jaaye ...mere bhole sajan ....
Abhi - chodo ...chodo ...muzhe kuch ho raha hai .....Amyra ....aise raaste mein koi ..dekh lega ....
tabhi piche se ...kissi ki aawaj se dono chaunk gaye .....yeh the kaka ....
Kaka - kya ho raha hai yeh sab bich raaste mein ....Amyra ...beta ..kya hai yeh sab ....
Kaka ki aawaj sunkar Amyra shramakar waha se chali gayi .....aur Abhi wahi khada rah gaya .....
kaka aage aakar Abhi k kandhe par haath rakhte hue .....
kaka - bete ..ab meri bacchi ..ka saath ...bikul bhi mat chodna ....thodi gusse wali hai ...lekin mann bhi badi acchi hai ....iss choti si umar mein isne bahut kuch saha hai beta ....issiliye yeh aisi ho gayi hai ...hasna toh jaise yeh bikul bhul gayi thi ....issiki ki chinta muzhe khaye jaarahi thi ..k mere baad iska kya hoga ....lekin ab meri saari chintaye samapt ho gayi ......woh ..tumse bahut prem karti hai ....tumhe kaksh mein na dekhkar bilakbilakh kar usse rote hue maine dekha hai .....
Abhi - aisa kya hua tha kaka ....Amyara k saath ....
Kaka - bahut varsho pahele ki baat hai jab Amyara chotti thi ......toh kuch log yaha k sainiko se bachte hue ...humare gaon mein sharan lene aaye .....toh Amyra k pita ne ...aur kuch gaon walo ne ...jo...inhi gahro mein rahte the ..jo ab kaali pade hai ...Amyra k pita bhi ...yahi rahte the .... unn logo ko apne gharo mein sharan di ....pata nahi kaise ....unn sainiko ko pata chala ....aur ..unhone ....unn sab logo ko wapas ..se bandi bana liya ...aur ..unki madat karne wale ....sabko pariwar samet .....poore gaon walo k saath ...jinda jala diya ...jismein Amyra k mata pita bhi the ...
uss samay Amyra mere paas thi ....unn sab sainiko k aadesh k kaaran ...baaki gaon walo k saath woh bhayankar drishya dekhna pada ...abhi bhi ..unn logo ki cheekhe mere kaano mein gunjti hai .
abhi bhi ..kai baar Amyara bhi ..kabhi kabhi raat ko ..cheekhte hue uthati hai .....
uske dil k dard ne usse kathor bana diya ....yadi woh kuch kah bhi de ....toh tum usase naraj nahi hona beta ......
kaka k kahne se ab Abhi apna saaman lekar wapas ...Amyra k ghar k kaksh mein pahuncha ...
Amyra ko jaise hi pata chala ki Abhi wapas ghar aagay ....toh uske liye bhojan lekar kaka aur kaki se bahana banakar chal padi ....
Abhi samaan rakhkar ..kamre ki safai mein lag gaya .....
Amyra - yeh sab tumhe karne ki awashyakta nahi yeh main kar lungi .....tum chup chap yaha baitho ..aur bhojan karo ...pata nahi ..kal se kuch khaya bhi hai ya nahi .......
Abhi ..uske ..iss apnepan ko dekhkar muskura utha ....usse Amyra ...mein ....Sona ..ki chavi ..nazar aane lagi ....yaha .aaya ..tabse usne ..Sona se sampark bhi toh nahi kiya tha ....
muh haath dhokar Abhi ...bhojan karne lag gaya ....aur bich ..bich...mein usse dekhne laga ....
Amyra - tum aise muzhe ghur ghur kar kya dekhte rahete ho ....
Abhi - kuch nahi aise hi ....tum bahut sunder ho .....issiliye ...
Amyra - hmm ...cahlo ...kam se kam tumahara dhyan toh gaya .....apne ..hriday mein chupi hui bhavnao ko pragat kyu nahi karte ....
Abhi chup rahta hai ....
Amyra - accha ..maine tumhe jab gale lagay tha ..tab ...tumhe kya ho raha tha ....
Abhi - kuch bhi toh nahi ....
Amyra - accha phir tumne aisa kyu kaha ...k ..kuch ho raha hai .....
Abhi ab kaise bolta ...k uske unnat ...stan ...ki chubhan ...uske andar hulchal ....bada rahi thi ...issiliye woh chup chap bhojan karta hai ....
bhojan k baad ...Amyra ...phir uske gale lag jaati hai .....
Abhi - yeh kya kar rahi ho ....phir se chodo ...koi dekh lega ...
Amyra - toh dekhne do ...pehle yeh batao ....k ..tumhe ab kya ho raha hai ....
Abhi - ab tum janana hi chahti ho ..toh thik thik hai phir muzhe mat kahna ....ek haath udke kamar mein dalta hai ...aur ek haat se uska chehra upoer karke uske hontho par apne honth rakh deta hai .....Amyra chutne ka prayatna karti hai ...toh woh uske sar k pichhe haath le jaakar pakad leta hai ...aur uske hontho ko chusne lagta hai ....
Aalingan mein bande dono ek dusre k hriday ki gati ..ko mehsus karte hue ...adhar rad ja paan kar rahe tha ...Amyra ...ka yeh pahela chumban tha ....usska saara sharir jaise zhanzana gaya ...usse zhatke se lagne lage .....Abhi ...bhi aanand k sarover mein jaise dubki laga raha tha .....
thodi der mein dono ki saans ukhadne lagi toh dono alag hue aur ek dusre ..ki taraf ...dekhne lage ......
Abhi k liye itna hi .....
Agla update jald hi ......