Update - 29
Abhi aur Sonu pratham milan ki thakan k kaaran ek dusre ki baahon mein so gaye .....
Subah brahma muhurt mein Abhi ki nind khuli ......Sonu ek haath aur ek pair Abhi k upper dalkar jakad rakha tha ...Abhi ...ne ..uthne ka prayatna kiya ....parantu Sonu ki pakad aur majboot ho gayi ......
Abhi ne ek baar Sonu k chehre ki taraf ...dekha .....jo kaskh mein jalti hui laalten k halke prakash mein bhi chamak raha tha .....
Abhi ne usse apni baahon mein bhar liye aur uske hontho ko halke se chum liya ......thodi der aise hi bahon mein rahene k baad utha gaya......aur apne nitya karm poora karke ...dhyan mein baitha .....
Abhi ko aaj dhyan karte hue ..apne bhiter ... saptrangi urja nazar aayi jo uske poore sharir mein vyapt thi ..... thodi der dhyan ..karne k baad ...jab usne aankhien kholi ...toh Saamne Sonu baithi hui dekh rahi thi ....Abhi k dhyan mein baithne k baad Sonu bhi uth chuki thi aur apne nitya karm niptakar Abhi k saamne baithi hui thi .....
Abhi - aise kya dekh rahi ho Sona ......
Sonu - aap ...aankhein band karke kya kar rahe the ...
Abhi - Sony yeh dhyan kriya hai .....yeh hamari bhiter k urja ko jagane k saath saath ....apne swarup ka gyan bhi karata hai ....aatma se jodta hai ....
Sonu - kya mein bhi yeh kar sakti hu ....
Abhi - yeh toh bahut acchi baat hai ....k tum bhi dhyan karna chahti ho ...aur yeh tumahare liye ati aawashyak hai .......
tumahri shaktiyo ko niyantrit karne k liye ...
Sonu - Shaktiya ....kaun si ...shaktiya .....muzh mein toh koi shaktiya nahi hai .......
Abhi - tumhe sabkuch dhire dhire gyat ho jaayega .....
Kuch der dono ki aise hi baat hoti hai .....uske baad Abhi apne kask k bahar aata hai ......tabhi ...Vaishali ...ko uss taraf aate hue dekha ...jo ...mand mand muskura rahi thi ...
Abhi ne uske pair chue ....
Vaishali - Kaha jaa rahe ho beta subah subah .......lo Sona bhi aagayi .....
Abhi - bas aise hi maaji ...thoda..kuch kaam hai ....
Vaishali - lekin beta ....itne bade sangram k baad ..kuch kha toh lo ......phir bhale hi chale jaana ....kyu ...Sona .....tu thik toh hai na .....
Sona - ky maa aap bhi ...phir shuru ho gayi ...
Abhi samaz gaya uski saas phir uski taang khich rahi hai .....Abhi chupchap ...unke saath
chla deta hai aur Bishan ...aur Shankar ..k saath ... naashta karne k baad ...unke saath bahar aajaata hai .......
Waha se nikalkar Abhi sabse pahele ...Apne mata pita se milta hai aur unka aashirwad leta hai ...
Karma aur Neeru wapas nagar jaa rahe the .......Abhi ne unhe yaha ..ka kaam samapt karke aane ko kaha .....
Dono bhi jaante the k ab Abhi ka lakshya aur jimmedari badh gayi hai ....issiliye unhone bhi jyada kuch nahi kaha ....bas Abhi ...aur Sonu ..ko aashirwad....dekar ..nam aankhon se waha se vida hue .....
Karma aur Neeru k jaane k baad ....Abhi Bishan aur Shankar k saath ......unn sabhi logo se mila ...jinhone uss khadan mein ....aneko atyachar sahe the ...aur ab uska pratikar ....karne ....ka ..dridh nischaya ..kiya tha ......
unn 2000 logo mein se ...lagbhag ....1500 ....log ..jinmein kanyaye bhi thi .....ek shashakt sena banane k liye aage aaye .......Abhi ..ne ...purush aur striyo ki alag alag tukdi banayi ......aur ek sena ka gathan kiya ........
Sena ka gathan yoh ho gaya tha ...parantu ab unke prashik shan ka prashna tha .....tab Abhi ne Kaal ko pragat kiya .....aur iski jimmedari saunpi .....Kaal k saath saath ...Vikas... Vilas ....aur Abhi bhi ...unka prashikshan ....dekhne laga .....Sonu ka bhi prashikshan ..shuru ho gaya ...usse shakti sena ....jismein sirf striya thi ...uski jimmedari Sonu ko saupi....
Unki sena mein aaspaas k gaon k log bhi shamil hone lage ...
.Samridhi shakti k kaaran ....
Abhi ki samriddhi bhi badne lagi .......kai khanij aur swarn ..usne apni shakti se pritvi se pragat kiye .....
Abhi bich bich mein apne nagar jaakar waha ki bhi sena ko aur majbut bana raha tha ...aur saath hi Karma aur Neeru se bhi mil leta tha ....
Aise hi kuch din bite ...aur unki mehnat rang laane lagi .....dhire dhire ek majbiot sena ka gathan hone laga .......
Yaha ...Darmen k kade pahre k kaaran Nebhru Abhi tak nahi pahunch paa raha tha .......
Darmen k dwara ...Arsalan ki khoj bhi jaari thi parantu usse kahi se bhi Arsalan ka pata nahi chal paa raha tha ......khadan par humla hue kareeb 1 mahina bit chuka tha ........aur itne dino mein Arsalan ka koi aur humla nahi hua issiliye Darmen k sainik .....bhi... ab ..thode ...nischint se ho gaye the .......
Abhi bhi ab apne lakshya ki or aage badhna chahta tha .......
yaha raat ka samay tha ..Nebhru apne Mahal mein so raha ..tha ....Tabhi usse aisa laga jaise kissi ne usse uthakar apne kandhe par dala ho ....uski turant nind khul gayi .......toh apne aapko kssi k kandhe par paaya .....Nebhru turant uske kandhe se utarte hue alag ho gaya .....aur dekhne laga k woh kaun tha jo usse le jaane aaya tha ...usse eaha ek kaali si aakriti nazar aayi ..woh piche hata ....tabhi uske pair ...kissi par pada ...toh usne ....kaksh mein ..diye k halke se prakash mein dekha toh usse waha 4 sainiko ki kshat ...viksht laashe dekhi..... Nebhru ne turant apni talwar nikali .....aur usse kuch bolne hi wala tha ...k.....tabhi do laal aankhein dikhi ....woh kuch samaz paata .....uske pahle usne Nebhru k gale ki nas dabakar usse murchit kiya aur ..apne kandhe par dalkar ..... teleport ho gaya....
Abhi yaha prashikshan shivir mein kissi ki pratiksha kar raha tha ...tabhi kaal ..apne kandhe par Nebhru ko lekar pragat hua ......
Abhi ne jb Nebhru ko murchit awastha mein dekha .....toh turant usse sahara dekar Nebru ko sambhala aur ...aur ..saaf jagah dekhkar ...usse lita diya .....
Abhi - yeh kya hai mitra ....yeh murchit kaise ho gaye ......
Kaal - aapke kahne par jab mein inke kash mein inhe lene gaya ...toh ....waha tainat 4 sainik ...muzhe rokne k liye aage bade ....toh meine unhe samapt kar diya ....phir inhe apne kandhe par laane laga toh inki neend khul gayi .....aur inhone muzhpar talwar utha li ....toh muzhe inhe murchit karna pada ......
Abhi - yeh koi hamare shatru nahi hai ..mitra ....inhe iss tarah laane k liye tohde hi kaha tha ....
tabhi Nebhru ko bhi hosh aajaata hai .......aur woh talwar lekar phir sajag ho jaata...lekon Abhi par nazar padte hi .....samaz jaata hai ....
Nebhru - toh bhai ab tumne apaharan karna bhi shuru kar diya hai .......
Abhi - aisi baat nahi hai bhai maine toh isse aapko laane k liye bheja tha .......
Nebhru - yeh koi tarika hai laane ka ...maine toh socha k koi mera apaharan kar raha hai ......
Kaal - iske liye mein kshama chahta hu ......
Nebhru - parantu waha jo sainik mare pade hai agar kissi ki nazar mein aagye toh ....vyart ka bawal mach jaayega ....
Nebhru ki baat sunkar Abhi kaal ko inn laasho ko thikane lagane bhej deta hai ......
Nebhru - yeh kaun hai Abhi ....iski shakti aur tezi toh muzse bhi badhkar hai ....uss din bhi mein puchna chahta tha .....parantu ....samay kam hone k kaaran nahi pooch saka ......
Abhi - abhi k liye bas itna hi samaz lo k yeh meri shaktiyo ka hi ek ansh hai .....
Nebhru - tumahre shaktiyo ka ansh ...arthat ...mein samzha nahi ....
Abhi - abhi bahut aisi baatien hai bhai ....dhire dhire aapko sab pata chal jaayega ...
Nebhru - bahut hi kam samay mein tum bahut rahasyamayi ho gaye ho Abhi ....
accaha yeh sab chodo itne din kya kiya ....koi sampark bhi nahi kiya ......
Tab Abhi ne Vivah se lekar sena k gathan tak sab kuch bata diya ......
Nebhru - ohh toh tumahara Vivah bhi ho gaya ....aur muzhe pata bhi nahi ......chalo koi baat nahi ....parantu yeh ek baat acchi ki k apni sena ka gathan kiya .......isase hume humari yojna mein badi madat milegi .....
Nebhru ,- tumne khadan mein se jitne logo ko chudaya hai ..usase jyada toh ....toh nagar mein gulami ki jindagi jee rahe rahe .....kanyo aur striyo par Darmen k sainiko k atyachar dino din badhte hi jaa rahe hai ......
Abhi - toh hume ab kya karna hoga .....
Nebhru - kuch aisa k Darmen ko pata bhi na chale .....kyuki uss din jiss tarah tumne khadan se logo ko chudaya ..waise nagar se nahi chuda sakte ...kyuko ismein bahut se nirapradh ....log bhi maare jaayenge ......iske liye tumhe koi aur marg ..dhundna padega ...
bas hume kissi tarah dhire dhire karke ..Darmen k sainiko ...k badle apne sainik tainat karne hai ..iss karya ko iss tarah karna hoga ....parantu dhyan rahe .....hume yeh kaam ....k Darmen aur uske viswasniya logo ko bina bhanak lage karna hoga ....
iskeliye Abhi ne pahele hi ek yojna soch rakhi thi .....woh usne Nebhru ko bata di ......
Nebhru itne kam samay mein ...Abhi mein...aaye hue badlav ko dekhkar chakit tha ...kaha woh samay tha ...jab woh Abhi k liye ek rahasya tha ....aur kaha yeh samay hai k usse Abhi khud rahasyamayi lag raha hai .....
thodi der dono ....agli yojna k baare mein karne lage ......tab tak Kaal waha par pragat ho gaya .....
Saari yojnao par vichar karne k baad ...Abhi ne Nebhru ko Kaal dwara punah usse apne mahal pahuncha diya ......
Apni yojna k anusar ...Abhi ko Arsalan bankar ...ek aur dhamaka karna hoga ...taaki unhe mann mein ..Arsalan ka bhay bana rahe......
Abhi k paas abhi teleport hone ki shakti nahi thi ....issilye usne kaal ki sahayta li aur ...Uske saath pahunch gaya .....Nebhru k nagar mein sthit Darmen ki sainik chavni par ....aur ....unn sainiko ko sambhalne nahi diya ....aur ....humla ka diya ....
Kaal aur Abhi ....ne ...kuch hi pal mein .. waha k sainiko ko yumlok ka raasta ..dikhaya .,..bas kuch sainiko ko jeevit chod diya ...takki wih Arsalan k humle k baare mein ....Darmen tak apna sandesh pahunch sake ....uske baad ...ek jordar ...dhamake se .aur uss shivir ko uda diya ....
Abhi k liye itna hi ....
.Agla update kal ....