Bhadia update tha
..finally main mission start ho hee gaya

Sach mein bechara akshad toh kaafi khatarnak aur bekar jindagi jee raha hai jail mein..taras aata hai uski halat dekh kar
Pani tak ke liye itni struggle
Abb toh vikrant hee nikal sakta hai use yahan se aur uske liye akshad ko vahi karna hoga jo vo chahta hai
Finally vikrant aur akshad mile jaisa usne bola tha....
" isliye tumhe ek mauka mil sake taki tum apni zindagi ko justify kar sako aur ye wahi mauka hai " vikrant ke jawab par akshad chilla pada.
[color=rgb(0,]Vikrant ne bahaut hee bhadia planning kari hai..ek teer se do shikaar
Akshad ke through apna kaam bhi nikalwa raha hai aur use uske karmo ki saza bhi mil rahi hai
..lekin fir bhi aisa lag raha hai ki ye sach nahi hai..kuch aur reason hai

Lekin akshad ne bhi samhajdari se faisla kara..vikrant ki madad karne ka
Abb hua hai akshad ka main kaam start jiski vajah se itna bada kaand hua hai ye...isi ke liye chuna gaya tha use
[/color]
Ye jo kaam zameen ghisne ka kar raha hai aksahd..ye pakka vikrant ne bola hoga..ye yakeen dilane ke liye ki uski treasure ki baat sach hai[color=rgb(84,]"mei tumse ye puchna nahi aya tha ki tumne mera bataya hua kaam kiya ya nahi balki tumse tumhara haal jaane aya tha "[/color][color=rgb(0,]
Akshad ko yakeen toh ho gaya uski baat par..abb ye dekhna hai ki vo kaise dhundta hai uss map ko
Waiting for nxt